Chhan Chhan Payal Chanke from Maa Beta Movie (Hemanta Kumar Mukhopadhyay)

Chhan chhan payal chanke
Khan khan kangana khanke
Chhan chhan payal chanke
Khan khan kangana khanke
Aise me chori chori
Chali ho kaha gori
Aaj ban thanke
Chhan chhan payal chanke
Khan khan kangana khanke

Madira ke sang
Chali leke umang chali
Mai to piya ki gali re
Madira ke sang
Chali leke umang chali
Mai to piya ki gali re

Naino me pyar
Liye solha singar kiye
Ban ke anar kali re
Naino me pyar
Liye solha singar kiye
Ban ke anar kali re
Dekho hai tedi
Rahe pav na fisal jaye
Dekho hai tedi
Rahe pav na fisal jaye
Chalo tham tham ke
Chhan chhan payal chanke
Khan khan kangana khanke

Tu hi meri duniya
Hai tu hi meri zindagi
Tu hi to bahar hai
Jab tu udas hai
Khoya khoya mere liye
Sara sansar hai
Rut hai rangili suhani
Phulo pe aayi jawani
Chup chup na
Raho piya mujhse
To kaho piya o
Bhed zara manke
Chhan chhan payal chanke
Khan khan kangana khanke
Aise me chori
Chori chali ho kaha gori
Aaj ban thanke
Chhan chhan payal chanke
Khan khan kangana khanke...

Song Details
Movie
Maa Beta
Artist
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Music Directory
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lyricist
Prem Dhawan

Other Lyrics from Maa Beta

Chhan Chhan Payal Chanke
Maine Kaha Tumase
Mann Meraa Udata Jaye
Muhabbat Jisko Kahate Hain
Pyasi Hai Mamta
Woh Konsi Mushkil Hai

Other popular Lyrics by Hemanta Kumar Mukhopadhyay

Rehne Ko Ghar Do (Biwi Aur Makan)
De Di Hamein Aazaad (Jagriti)
Zara Nazron Se Keh Do (Bees Saal Baad)
Jab Dosti Hoti Hai (Biwi Aur Makan)
Rangeeli Rangeeli (Ferry)
Na Ro Ae Ronewale (Ferry)
Tan Dole Mera Man Dole (Nagin)
Kaise Rokenge Aise Toofan Ko (Anand Math)
Aa Re Bhanvare Aa (Anand Math)
Kuchh Dil Ne Kaha Kuchh Bhi Nahi (Anupama)