Jab Se O Sajna By Various Artists

Jab se o sajna pahna hai kangna
Jab se o sajna pahna hai kangna
Maine tere nam ka
Na jane mohe kya ho gaya
Ke ankhiyo me dil kho gaya
Ke ankhiyo me dil kho gaya
Na jane mohe kya ho gaya
Sajna o sajna sajna o sajna

Tune mujhe chua to bijuriya
Si chamki saiyia more tan baden me
Tirchi nazeria se tune mujhe dekha to
Udne ne lagi hu gagan me
Giri mai to giri
Giri mai to giri
Kaisa nasha ho gaya
Na jane mohe kya ho gaya
Ke ankhiyo me dil kho gaya
Ke ankhiyo me dil kho gaya
Na jane mohe kya ho gaya
Sajna o sajna sajna o sajna

Rasiya mila hai man basiya mila hai
To jhumugi baras me
Jane kaha tan hai na jane kaha man hai
Jane kaha tan hai na jane kaha man hai
Kuch bhi nahi aaj bas me
Dubi mai to dubi
Dubi mai to dubi
Mujhko sambhalo
Na jane mohe kya ho gaya
Ke ankhiyo me dil kho gaya
Ke ankhiyo me dil kho gaya
Na jane mohe kya ho gaya

Jab se o sajna pahna hai kangna
Maine tere nam ka
Na jane mohe kya ho gaya
Ke ankhiyo me dil kho gaya
Ke ankhiyo me dil kho gaya
Na jane mohe kya ho gaya
Sajna o sajna sajna o sajna
Sajna o sajna sajna o sajna..

Song Details
Movie
Daku Bijlee
Artist
Various Artists
Music Directory
Anwar (Anwar - Usman), Usman (Anwar - Usman)
Music Label
T-Series
Singers
Anuradha Paudwal
Lyricist
Jalal Malihabadi

more lyrics from Daku Bijlee

Aye Momina Suno
Bach Ke Rahiyo
Jab Se O Sajna
Jalwa Ye Jalwa
Qatil Ho To Khul Kar