Saath Ka Mard Sola Ki Janani By Anand Shrivastav, Milind Shrivastav

Saath ka mard sola ki janani huyi amma
Saath ka mard sola ki janani huyi amma
Bhude pe kaisi ho kaisi
Bhude pe kaisi chadi jawani huyi amma
Saath ka mard sola ki janani huyi amma
Bhude pe kaisi chadi jawani huyi amma

Iske chalan ka charcha haye haye kya bolu
Shor hai kya ghar ghar ka haye haye kya bolu
Iske chalan ka charcha haye haye kya bolu
Shor hai kya ghar ghar ka haye haye kya bolu
Dhal gay aiski aankh ka pani huyi amma
Saath ka mard sola ki janani huyi amma
Bhude pe kaisi chadi jawani huyi amma

Bhudi kamar me dam nahi
Phir bhi dekho chhachhand
Sina tane aadha khula aur aadha band
Bhudi kamar me dam nahi
Phir bhi dekho chhachhand
Sina tane aadha khula aur aadha band
Dhalti umar itni mastani huyi amma
Saath ka mard sola ki janani huyi amma
Bhude pe kaisi chadi jawani huyi amma

Mai dikhla du hath agar baya dhana
Phir tu uth ke mang le pani to kahna
Mai dikhla du hath agar baya dhana
Phir tu uth ke mang le pani to kahna
Yaad aa jaye tujhko teri nani huyi amma
Saath ka mard sola ki janani huyi amma
Bhude pe kaisi chadi jawani huyi amma...

Song Details
Movie
Anjaane Rishtey
Artist
Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Music Directory
Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Music Label
T-Series
Singers
Jolly Mukherjee, Udit Narayan
Lyricist
Majrooh Sultanpuri

more lyrics from Anjaane Rishtey

Aur Kaha Aawaz Lagaye
Jaao Ji Kaha Jaaoge
Mud Mud Ke Na Peeche
Saath Ka Mard Sola Ki Janani