Ni Baliye Rut Hai Bahaar Ki By Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Ni baliye rut hai bahaar ki
Ni baliye rut hai bahaar ki
Sun chanave rut hai bahaar ki
Dekho aaye mor leke doli pyar ki
Kuchh mat puchho kaise biti ghadiya inetzar ki
Ni baliye rut hai bahaar ki
Sun chanave rut hai bahaar ki

Aakhir sun li manamohan ne,
Mere mann ki boli ho
Ab jakar hamko pahachani,
Unki nazare bholi
Sakhi ghadi aa gayi, mere sigar ki
Solah singaar ki
Ni baliye rut hai bahaar ki
Sun chanave rut hai bahaar ki
Kuchh mat puchho kaise biti ghadiya intezar ki
Ni baliye rut hai bahaar ki
Sun chanave rut hai bahaar ki

Dil ne kaha tera sapna jhutha
Maine kaha sach hoga ho
Ham pahle din jan gaye the
Kaise kya kab hoga
Sun lo ye sargam dil ke sitar ki
Dil ke sitar ki
Ni baliye rut hai bahaar ki
Sun chanave rut hai bahaar ki
Kuchh mat puchho kaise biti ghadiya intezar ki
Ni baliye rut hai bahaar ki
Sun chanave rut hai bahaar ki

Raat raat bhar socha tumko
Kaise paas bulaau ho
Dwar khade tum laaj lage ab
Samane kaise aau ho
Kabhi ikraar ki kabhi inkaar ki
Kabhi inkar ki
Ni baliye rut hai bahaar ki
Sun chanave rut hai bahaar ki
Kuchh mat puchho kaise biti ghadiya intezar ki
Ni baliye rut hai bahaar ki
Sun chanave rut hai bahaar ki
Ni baliye rut hai bahaar ki
Sun chanave rut hai bahaar ki
Ni baliye rut hai bahaar ki
Sun chanave rut hai bahaar ki
Ni baliye rut hai bahaar ki
Sun chanave rut hai bahaar ki...

Song Details
Movie
Kanhaiya
Artist
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Directory
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lyricist
Shailendra (Shankardas Kesarilal)

more lyrics from Kanhaiya

Kahan Hai Kahan Hai Kanhaiya
Mere Saanware Salone Piya
Mujhe Tumse Kuchh Bhi Na Chahiye
Ni Baliye Rut Hai Bahaar Ki
O Kanhaiya O Kanhaiya
Ruk Ja O Janewali Ruk Ja
Sawan Aawan Keh Gaye
Yaad Aayi Aadhi Raat Ko