O Kanhaiya O Kanhaiya By Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

O kanhaiya, o kanhaiya aaj aana khwab me
Apni radha ko gale se tu lagana khwab me
O kanhaiya o kanhaiya aaj aana khwab me
Apni radha ko gale se tu lagana khvab me

Nain hamare tera mandir aur ye dil aarti
Aur ye dil aarti
Le gayi hai dil hamara teri surat savari
Teri surat savari
Kah rahi hai gungunakar mann ki koyal bavari
O kanhaiya, o kanhaiya aaj aana khwab me
Apni radha ko gale se tu lagana khwab me

Jab suhani sham aaye yaad aaye sham ki
Yaad aaye sham ki
Jap rahi hoon prem mala
Main tumhare naam ki
Main tumhare naam ki
Tum nahi to meri vyakul zindagi kis kaam ki
O kanhaiya, o kanhaiya aaj aana khwab me
Apni radha ko gale se tu lagana khwab me

Aaj palakon ke jharokhe mein bula lungi tujhe
Main bula lungi tujhe
Dil ke sinhasan pe mohan main bitha lungi tujhe
Main bitha lungi tujhe
Dono aankhe minch lungi aur chhupa lungi tujhe
O kanhaiya, o kanhaiya aaj aana khwab me
Apni radha ko gale se tu lagana khwab me
O kanhaiya o kanhaiya aaj aana khwab me...

Song Details
Movie
Kanhaiya
Artist
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Directory
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar
Lyricist
Hasrat Jaipuri

more lyrics from Kanhaiya

Kahan Hai Kahan Hai Kanhaiya
Mere Saanware Salone Piya
Mujhe Tumse Kuchh Bhi Na Chahiye
Ni Baliye Rut Hai Bahaar Ki
O Kanhaiya O Kanhaiya
Ruk Ja O Janewali Ruk Ja
Sawan Aawan Keh Gaye
Yaad Aayi Aadhi Raat Ko