Funny Shayari SMS Messages491 messages

chand mien dekha aap nazar aae, sitaron mien dekha aap nazar aae, phoolon mien dekha aap nazar aae, aap zara side mien honge ta k koi aur bhi nazar aae
Naari ke chakkar mein bhool na jaana yaari, Jab laat maaregi naari to yaad aayegi hamari..... Purush bachao samiti ki taraf se Janhit mein jaari
Ab unhe dekhne ki aas nahi hai.. Ab unhe dekhne ki aas nahi hai.. kyunki ab wo dekhne me itni khas nahi hai
Kitne haseen hai aap,khud ko duniya ki nazar se bachaya karo.Aankho mein kajal lagana hi kafi nahin gale mein nimbu mirchi bhi latkaya karo!
kaun kahate hai ki budde ishq nahin karte, woh karthe hai lekin log unpe shakh nahin karthe
ye jamana janta hai aur wo bhi jante hainki hame unse pyar bahut haiwoh hamse door hai fir bhi kyonki unke hamare jaise yar bahut hain
ham unke kareeb ja ke unhe paa na sake is bat ka gham hai,ek chand hamar unchain par haiaur ek hamari hight bhi kam hai
Maszid mein namaaz padta hoon, Mandir mein jaap karta hoon, kahin insaan se khuda na ban jaoon, isliye tumhe sms karke roz ek paap karta hoon!!
Hum guzre un ki gali se ajab ittefaq tha, Hum guzre un ki gali se ajab ittefaq tha, unhon ne phenka hum pe phool, lekin gamla bhi saath tha.
Agar tum kaho to tumhare liye aasman se chand taare torr laun, Agar tum kaho to tumhare liye aasman se chand taare torr laun, Lekin tum unka karo gi kiya???
Jub dekha unhon ne tirchhi nazar se, to hum madhosh ho gaey, Par jab pata chala ke un ki nazren hi tirchhi hain, to hum behosh ho gaey.
Ab jab gira baadal, teri yaad ai, Jhoom ke barsa saawan, teri yaad ai, Bheega main, lekin phir bhi teri yaad ai, Kiyun na aey teri yaad? Tune jo chhatri ab tak nahi lautai...