Santa 1st time plane me baitha. plane runway pe chal raha tha, tabhi usne pilot ko thappad mara aur bola- mujhe der ho rahi hai aur tu by road jaa raha hai...
santa ko nadi paar jana tha,par samajh nahi aa raha tha kaise jaye.santa k nadi ke us paar banta dikhai diya.santa ne jor se pucha banta main us paar kaise ayun.Banta ne kaha tu us paar hi to hai.