Kisi Din Zara Dekh By Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)

Aaram se dil door hai aur dard se majboor
Kyu phir bhi nahi meri mohabbat tujhe manjoor
Kisi din jara dekh mera bhi hoke
Kisi din jara dekh mera bhi hoke
Kaha tak jiye jayega dil ko dhoke
Kaha tak jiye jayega dil ko dhoke
Kisi din jara dekh mera bhi hoke
Kisi din jara

Wo aaram jiski jarurat hai tujhko
Jarurat hai tujhko
Wo aaram jiski jarurat hai tujhko
Jarurat hai tujhko
Milega tujhe
Ho milega tujhe meri baho me khoke
Kisi din jara dekh mera bhi hoke
Kisi din jara

Tera dil hi khud tera dusman hai warna
Tera dil hi khud tera dusman hai warna
Tujhe muskurane se kyu koi roke
Kaha tak jiye jayega dil ko dhoke
Kisi din jara dekh mera bhi hoke
Kisi din jara

Mere saja hai sama bhi ja inme
Ho sama bhi na inme
Mere saja hai sama bhi ja inme
Khule hai in aankhe me kab se jharokhe
Kisi din jara dekh mera bhi hoke
Kisi din jara.....

Song Details
Movie
Amar Deep
Artist
Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Music Directory
Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle
Lyricist
Rajendra Krishan

more lyrics from amar deep

Aavaaz Na Denaa
Ab Darr Hai Kiska
Dil Kee Dooniya
Is Jahaa Ka Pyar Bhi Jhuta
Jali Lo Dim Tana
Kisi Din Zara Dekh
Lagi Apni Najariya
Lene Se Inkar Nahi
Mere Mann Kaa Bawara
Ye Jee Chahta Hai