Dil Kee Dooniya By Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)

Dil kee dooniya basa ke sanwariya
Dil kee dooniya basa ke sanwariya
Tum naa janey kaha kho gaye, kho gaye
Saath rehna tha sari umariya
Dur najaro se kyo ho gaye, ho gaye

Janey wale
Janey wale pata tera maine
Aati jati baharo se pocha
Janey wale pata tera maine
Aati jati baharo se pocha
Chup rahe jab jamin ke najare
Asman ke sitaro se pucha
Chup rahe jab jamin ke najare
Asman ke sitaro se pucha
Sun ke badal bhi meri kahani
Sun ke badal bhi meri kahani
Bebasi par meri ro gaye, ro gaye
Dil kee dooniya

Hans raha hai,
Hans raha hai yeh jalim jamana
Apni khushiyo kee mehfil sajaye
Hans raha hai yeh jalim jamana
Apni khushiyo kee mehfil sajaye
Mai akeli magar ro rahi hu
Teri yado ko dil se lagaye
Mai akeli magar ro rahi hu
Teri yado ko dil se lagaye
Bahate bahate yeh ansu bhi hare
Bahate bahate yeh ansu bhi hare
Ake palako pe so gaye, so gaye
Dil kee dooniya....

Song Details
Movie
Amar Deep
Artist
Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Music Directory
Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar
Lyricist
Rajendra Krishan

more lyrics from amar deep

Aavaaz Na Denaa
Ab Darr Hai Kiska
Dil Kee Dooniya
Is Jahaa Ka Pyar Bhi Jhuta
Jali Lo Dim Tana
Kisi Din Zara Dekh
Lagi Apni Najariya
Lene Se Inkar Nahi
Mere Mann Kaa Bawara
Ye Jee Chahta Hai