SMS Messages292 messages

Jinki yaad me hum deewane ho gaye wo humse khud hi begane ho gaye unhe shayad kisi or ki talash hai isliy hum unki nazaro me purane ho gaye.
Tumhari yaad BEKARAR karti hai,Nazar TALASH tumhe bar bar karti hai,Gila nahi jo hai hum DUR tumse,Tumhari toh JUDAI bhi humse PYAR karti hai.
Dil ka ye kaisa zor nazar aata hai. Hosh hone par behosh nazar aata hai. Meri aankho pe tera jadu nazar aata hai. Mera aaina teri tasvir ban jata hai
Waqt guzrega hum bikhar jayenge, kon jane hum kidhar jayenge. Hum apki parchayi hai yaad rakhna, jahan tanhai mili wahan hum nazar ayenge
Aap har manjil ko muskil samajhte hai, hum har muskil ko manjil samajhte hai, Bada farak hai aapke aur hamare nazariye me, aap dil ko dard aur hum dard ko dil samajhte hai.
Ek din jab hum duniya se chale jayenge, mat souchna aapko bhul jayenge, bas ek bar aasman ki taraf dekhna, mere sms sitaron par likhe nazar ayenge!
khushbu ki tarah apke pas bikhar jayenge sukun bankar dil me utar jayenge mehsus karne ki koshis karna dur hote hove bhi pas nazar aaynge
Ae dil kisiki yaad mein rona fizul hai, Aasu bade anmol hai, Inhe khona fizul hai, Ro to unke liye jo tumpar nissar hai, Uske liye kya rona jinke aashiq hazar hai Har baat ka matlab inkar nahi hota, Har jagha par baitne intezar nahi hota, Yun to milti hai hazaron se nazrein, Har nazar ka milna pyar nahi hota.
Kaash vadon ka matlab wo samajhte, Kaash khamoshi ka matlab wo samajhte, Nazar milti hai hazaron nazaron se, Kaash meri nazaron ka matlab wo samajhte
Itna kuch khoya ki hume paana na aaya, Pyar kiya to jatana na aaya. Aa gaye is dil mein pehli hi nazar mein who, Kasoor humara tha jo hume unke dil mein samana na aaya.
Aj apne dil ke darwaze hamare liye kholdo, jo kuch he man me bas yehi pe boldo, agar pyaar nahi humse nazar milana chhod do, agar mera dil-dil nahi to mere samne tod do...!
Kua jaane kya khabar kiski lagi nazar, waadon ko chhod ke, kasmo ko tod ke wo kya bichad gayi, duniya ujad gayi, deepak hai low nahi, main to hu bus wo nahi, wo nahi…