SMS Messages292 messages

Yah meri talaash ka jurm hai, ya meri wafa ka kasoor hai, jo dil k jitney karib hai, Woh nazar se utne hi door hai..
Dilki hasrat zuba par aane lagi, Tumhe dekha aur zindagi muskurane lagi. Yeh ishq ki inteha thi ya meri diwangi, Har surat mein surat teri nazar aane lagi
Itna kuch khoya ki hume paana na aaya, Pyar kiya to jatana na aaya. Aa gaye is dil mein pehli hi nazar mein who, Kasoor humara tha jo hume unke dil mein samana na aaya.
Dil se tera khayal na jaye to kya karu? tu hi bata teri yaad aaye to kya karu? hasrat hai ki ek nazar tujhe dubara dekh lu kismat woh lamha na laye to kya karu?
Mujhe ishq hai tujhi sae aa ke tuh aazma le Maan naa maan meri chahat ko Sirf ek baar nazar toh milale
Woh hamse ruswa hain ki hum gairon ko dekh kar muskurate hain par woh kya jaane hamein har chehre mein woh nazar aate hai..
Tum Bin Kahi Qarar Na AaeY To MaiN Kya KaroO .!! Har Pal Teri Yaad SataeY To MaiN Kya KaroO ..!! Surat MaiN Apni BhOOl GayE Tujh Ko Dekh Kar ..!! Her AaineY MeiN Tu Nazar Aaye To MaiN Kya KaroO ..!
kabi yoon be aa mari ankh main kay mary nazar ko khabar na ho mujay ak raat nawaz day magar ais kay bad sahar(suba) na ho
Jidher bhi jaoon nazar mein us ka chehra rahta hai.... Woh mere dhiyan ke sabhi raastoon mein rahta hai... Bichadh kar us se pereshan mein to hoon.... Per suna hai wo bhi uljhanoon mien rahta hai...
Yaad toh har koi karega jaane ke baad sache pyar ka pata chal jaayega vaqt aane ke baad kaun kitni mohabbat karta hai nazar aajayega mar jaane ke baad
Nazreen Mili Thi Jinse, Wo Ab Nazar Churaate Hain... Khata Hui Kya Is Dil Se, Wo Ye Bhi Na Bataate Hain!!
Din Tere Khayal Mein Gujar Jata Hai, Raat Ko Bhi Khayal Tera He Aata Hai. Kabhi Ye Khayal Is Tarah Bad Jaata Hai Ki Aaine Mein Bhi Tera Chehra Nazar Aata Hai.