SMS Messages35 messages

Lamhe ye suhane saath ho na ho, kal me aaj jaisi koi baat ho na ho, aapka pyar hamesha is dil mei rahega, chahe poori umar mulaqat ho na ho..
Tanha hai safar Mnzil bahut door he Dil bas kisi ki yaado me choor he Aksar mulakat Nhi ho pati Hmari Lekin is dil me pyar bharpoor he.
Aaj se sabhi raah aasaan ho gaye,Do jism aab to ek jaan ho gaye,Jabse woh is dil ke mehman ho gaye,Is dil ke poore sare armaan ho gaye...
Tere Intjar me Hui Subah Se Shaam,Teri Chahat me HuaYe Dil Belagam,Tujhe Pane Ki Aarjoo Zald Ho Poori,Ki Hotho Pe AataHai Sirf Tera Naam.
Tootte Hue Tare Ko Dekh Kar Maine Kaha_A Dil Mang Le Tu Bhi Fariyad Koi_Par Dil Se Awaz Aai Ki Jo Khud Toot Raha Hai_Kaise Poori Karega Wo Fariyad Koi... !!!
Tamanna dil ki hasrat hai,poori ho jaye to hum khush-kismat hai,na poori ho to gam na karna,adhuri rehna to tamanna ki fitrat hai.
MUSKAN AAPKE HOTON SE KAHIN JAYE NA, ANSOO APKI PALKON PE KABHI AYE NA, POORA HO AAPKA HAR KHWAB, AUR JO POORA NA HO, VO KHWAB KABHI AAYE NA...!
Wo Maza..Na takht me..Na taj me.. Na poori diniya ke raj me. Na sur me na saaz me, Na kuber ke khazaneme... Jo maza hai woh subah uthkar fir so jane m..!
Ability is poor men's wealth
Any child who has parents who are interested in him and has a house full of books isin't poor.
He is poor indeed that can promise nothing.
No nation is so poor that it cannot afford to gie free speech