Nakhre By Various Artists

Haath utha ke jara gol ghum jaa
Phoolon wala gajara judey mein saja
Haath utha ke jara gol ghum jaa
Phoolon wala gajara judey mein saja
Mere sang mundiye nach ke dikha
Shaadi jo kiya hain tune toh ab nakhre bhi utha

Nazrein uthake jara dekh sajna nazrein uthake jara dekh

Main toh hazaro mein ek sajna main toh hazaro mein ek
Baahon mein utha le seene se laga le ab na kar bekaraar
Chanda jaise mukhde pe bindiya laga
Heere motiyo se jada haar manga
Salma sitaron wali saadi manga

Din hain jawani ke char sajna din hain jawani ke chaar

Hoga nahi intejaar sajna hoga nahi intejaar
Dhak dhak kare dil mera bole, kare tu mujhse pyaar
Khali khali kamre mein palang bicha
Duniya ki khushiyan mujhpe luta
Chahto ki madeera htoho se pila
Shaadi jo kiya hain tune toh ab nakhre bhi utha
Shaadi jo kiya hain tune toh ab nakhre bhi utha

Haath utha ke jara gol ghum jaa
Phoolon wala gajara ab judey mein saja
Mere sang mundiye nach ke dikha
Shaadi jo kiya hain tune toh ab nakhre bhi utha
Shaadi jo kiya hain tune toh ab nakhre bhi utha..

Song Details
Movie
Barsaat
Artist
Various Artists
Music Directory
Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Music Label
Shree Krishna Audio
Singers
Alisha Chinai, Ishq Bector
Lyricist
Sameer

more lyrics from Barsaat

Aaja Aaja
Barsaat Ke Din Aaye
Chori Chori
Maine Tumse Pyaar Bahut Kiya
Mushkil
Nakhre
Pyaar Aaya
Saajan Saajan Saajan