Aayega Aayega 1991 By Ilaiyaraaja

Aayega aayega aayega 1991
Aayega aayega aayega 1991
Aayega aayega aayega 1991
Aayega aayega aayega 1991
Masti mein hai sara jahan
Aaj kise hosh yahan
Din hai yeh naye sal ke
Raat ki dhun mein gayenge
Aayega aayega aayega 1991
Aayega aayega aayega 1991
Aayega aayega aayega 1991
Aayega aayega aayega 1991

Timtimate chand taare
Khusnuma hai nazaara
Aa raha hai jine ka maza
Timtimate chand taare
Khusnuma hai nazaara
Aa raha hai jine ka maza
Roshni nayi raat hai nayi
Har shama pe baat hai nayi
Geet hai naye saj hai naya
Sabke dil mein raaj hai naya
Matwala man jhume matwala tan jhume
Farz aayega aasman se
Nachegi zamin sang sang
Aayega aayega aayega 1991
Aayega aayega aayega 1991
Aayega aayega aayega 1991
Aayega aayega aayega 1991

Dekho naya sal aaya
Khushiya behisab laya
Kya hasi hai aaj ka shama
Dekho naya sal aaya
Khushiya behisab laya
Kya hasi hai aaj ka shama
Hum kahi bhi ho ek sath hai
Umar bhar na dur ho kabhi
Na to koi gum na koi khabar
Khus hona jina abhi
Diwane mastane dunia se begane
Sabki jindagi bit jaane de
Humko na koi
Aa gaya hai aa gaya hai ninty one
Aa gaya hai aa gaya hai ninty one
Masti me hai sara jahah
Aaj kise hosh yahah
Din hai yeh naye sal ke
Raat ki dhun me gayenge..

Song Details
Movie
Anjali
Artist
Ilaiyaraaja
Music Directory
Ilaiyaraaja
Music Label
AGI Music
Singers
Kavita Krishnamurthy
Lyricist
Sameer

more lyrics from Anjali

Aayega Aayega 1991
Ambar Hamara Rasta
Anjali Anjali
Chhat Pe Hai
Magic Journey
Something Something