Yeh Munh Aur Dal Masur Ki By Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)

Yeh munh aur dal masur ki
Yeh munh aur dal masur ki
Jara dekho toh
Jara dekho toh surat hujur ki
Jara dekho toh surat hujur ki, hujur ki, hujur ki
Yeh munh aur dal masur ki
Yeh munh aur dal masur ki

Phiki phiki surat mizaj tikha tikha
Kha kar kaha se aaye aaj tikha tikha
Phiki phiki surat, o phiki phiki
Phiki phiki surat mizaj tikha tikha
Kha kar kaha se aaye aaj tikha tikha
Mizaj tikha tikha
Jal jaye naa jaban hujur ki
Jal jaye naa jaban hujur ki, hujur ki, hujur ki

Yeh munh aur dal masur ki
Yeh munh aur dal masur ki

Bandar shahar kaa aaya hai ganv me
Bandar shahar kaa yeh aaya hai ganv me
Maje se hilaye dum pipal ki chhanv me

Bandar shahar kaa aaya hai ganv me
Maze se hilaay dun pipal ki chhanv me
Pipal ki chhanv me
Sujhi andhe ko
Sujhi andhe ko kitni hai dur ki
Sujhi andhe ko kitni hai dur ki, hai dur ki, hai dur ki

Yeh munh aur dal masur ki
Yeh munh aur dal masur ki..

Song Details
Movie
Baarish
Artist
Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Music Directory
Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Music Label
Saregama Music
Singers
Lata Mangeshkar
Lyricist
Rajendra Krishan

more lyrics from Baarish

Daane Daane Pe Likhaa Hai
Ham Toh Jani Pyar Karega
Kehte Hai Pyar Kisko
Mr John Ya Baba Khan
Phir Wahi Chand
Surat Ho Toh Aisi Ho
Yeh Arzoo Thi Ki Hum Bahar
Yeh Munh Aur Dal Masur Ki