Mandir Suna Deep Bin By Shankar Rao Vyas

Mandir suna deep bina
Naiya bin patwar
Taruwar suna pat bina
Putar bina pariwar
Daya karo daya karo
Daya karo daya karo
Bhisambar hai nam tumhara
Suni god bharo bharo
Daya karo daya karo
Bhisambar hai nam tumhara
Suni god bharo bharo
Daya karo

Dekh gagan ke no lakh tare
Dekh gagan ke no lakh tare
Meri suni god pukare
Meri suni god pukare
Run jhun run jhun pag painjaniya
Run jhun run jhun pag painjaniya
Aagan pag dharo dharo
Daya karo daya karo
Parbhu daya karo

Jag ke taranhar ho tum to
Jag ke taranhar ho tum to
Phul ka taran har mujhe do
Phul ka taran har mujhe do
Mai tumhare dar deep jalau
Mai tumhare dar deep jalau
Tum andhiyara haro haro
Daya karo daya karo
Parbhu daya karo..

Song Details
Movie
Bhakta Dhruva
Artist
Shankar Rao Vyas
Music Directory
Shankar Rao Vyas
Music Label
Saregama
Singers
Lalita Deulkar
Lyricist
Pandit Indra

more lyrics from Bhakta Dhruva

Jao Jao Mere Jivan Ke Ujiyare
Bhajan Ke Din Do Char
Gao Badhai Ri Suhagan
Jhoolna Jhoolo
Mandir Suna Deep Bin
Mera Deepak Jug Jug Jale
Meri Naav Padi Majdhar
Milne Ki Rut Aayi
Prabhu Apni Jhalak Dikhao
Tum Me Bhi Wo
Tum Raja Ho Hargiz