Tere Shishe Ka Samaan By Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)

Tera shishe ka samaan
Maine toda meri jaan
Tera shishe ka samaan
Maine toda meri jan
To kya hua to kya hua
Tere rahne ke liye main
Shish mahal banwaunga
Shish mahal kya karna hai
Shish mahal kya karna hai
Achha hai mera jhopda
Achha rakh de ha rakh de
Chal rakh de mera rokda

Tera shishe ka samaan
Maine toda meri jan
To kya hua to kya hua
Tere rahne ke liye mai
Shish mahal banwaunga
Shish mahal kya karna hai
Achha hai mera jhopda
La rakh de mera rokda

Bees botle tees gilas
Raja tune tode
Bees botle tees gilas
Raja tune tode
Usko ram kasam lage
Jo ek paisa bahi tode
Aise pyar se fayda kya
Jisme ho nuksan
Tera shishe ka samaan
Maine toda meri jan
To kya hua to kya hua

Pyar mein rakhte nahi hum hisaab
Kya khoya kya paya
Kya khoya kya paya
Pyar mein premi kam na aaye
Paisa kam na aaya
Mujhko dhande ki kasam
Tu kitni hai nadan
Tera shishe ka samaan
Maine toda meri jan
To kya hua to kya hua
Shish mahal kya karna hai
Achha hai mera jhopda
Achha rakh de ha rakh de
Chal rakh de mera rokda..

Song Details
Movie
Chacha Bhatija
Artist
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
Polydor Records
Singers
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

more lyrics from Chacha Bhatija

Bhoot Raja Bahar
Bure Kaam Ka Bura Nateeja
Hey La La Jhoomo Zara
Maa Ne Kaha Tha O Beta
Peene Ke Liye
Tere Shishe Ka Samaan