Ye Rang Na Chhootega By Ravi Shankar Sharma (Ravi)

Ye rang na chutega ulfat ki nishani hai
Ye rang na chutega ulfat ki nishani hai
Kuch tera fasana hai kuch meri kahani hai

Ye rang na chutega ulfat ki nishani hai
Kuch tera fasana hai kuch meri kahani hai

Lahara ke utha mausam,ruth banke karar aayi
Lahara ke utha mausam,ruth banke karar aayi
Aayi to magar kitna tarsa ke bahar aayi
Tarsa ke bahar aayi,magar kitni suhani hai
Ye rang na chutega

Aanke hai tumhari ya chalka hua paimana
Apna to mohbbat me ho gaya diwana
Ya hum hi diwane ya ruth hi diwani hai
Ye rang na chutega

Dekho na bhula dena in pyar ki vaado ko
Dekho na bhula dena in pyar ki vaado ko
Jab preet lagi tumse,kuch maine bithayi hai

Ye rang na chutega ulfat ki nishani hai
Kuch tera fasana hai kuch meri kahani hai
Ye rang na chutega ulfat ki nishani hai
Ye rang na chutega..

Song Details
Movie
China Town
Artist
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Directory
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lyricist
Majrooh Sultanpuri

more lyrics from China Town

Baar Baar Dekho
China Town
Dil Jaha Le Chala
Hum Se Mat Poochho
Jogi Matwala Jogi
Yammaa
Ye Rang Na Chhootega