Dekha Hai Tumhe Kahin By Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Haay Dekha hai tumhe kahi na kahi
Lekin kaha yaad aataa nahi
Dekha hai tumhe kahi na kahi
Lekin kaha yaad aataa nahi
Karta raha jiska mai intjaar
Kaho ki kahi tum vahi to nahi

Dekha hai tumhe kahi na kahi
Lekin kaha yaad aataa nahi
Karta raha jiska mai intjaar
Kaho ki kahi tum vahi to nahi
Are dekha hai tumhe kahi na kahi

Kabhi tum humare,kabhi tum humare
Khyalo me shrma rahi thi
Kabhi aasma ke sitaro me lahara rahi thi
Ye jalva ye nakhra,ye jalva ye nakhra
Inhe khub mai janta hu
Inhe jindgi manta hu

Dekha hai tumhe kahi na kahi
Lekin kaha yaad aataa nahi
Karta kiska mai intjaar
Kaho ki kahi tum vahi to nahi
Are dekha hai tumhe kahi na kahi

Mile the yahi par,mile the yahi par
Laga ke gale se gale hum
Khile phul banke inhi badlo ke tale hum
Humara tumhara,humara tumhara
Ye sadiyo purana hai bandan
Kahe jhum ke dil ki dhadkan
Dekha hai tumhe kahi na kahi
Lekin kaha yaad aata nahi
Karta kiska mai intjaar
Kaho ki kahi tum vahi to nahi

Are dekha hai tumhe kahi na kahi
Lekin kaha yaad aataa nahi
Karta kiska mai intjaar
Kaho ki kahi tum vahi to nahi
Are dekha hai tumhe kahi na kahi..

Song Details
Movie
Chorni
Artist
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Directory
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Label
Eros
Singers
Kishore Kumar
Lyricist
Shailendra (Shankardas Kesarilal)

more lyrics from Chorni

Chorni Hu Mai
Dekha Hai Tumhe Kahin
Kaisa Nasha Chadne Laga
Kehta Hai Dil
Rang Se Achchhi Hai