O Tera Kya Kehna By Various Artists

Ho gore rang ka jamana
Kabhi hoga na purana
Ho gore rang ka jamana
Kabhi hoga na purana
Ho mera rang ha kamal
Ho mera kya kehna
Ho gore rang ka jamana
Kabhi hoga na purana
Ho tera rang ha kamal
Ho tera kya kehna

Aankho se nasha chalkati hai
Tu mere hosh udhati hai
Aankho se nasha chalkati hai
Tu mere hosh udhati hai
Tu pyar ki aag lagata hai
Diwana mujhe banata hai
Chandi jaisa rang tera
Sone jaisa ang tera
Tera roop hai malamal
Ho mera kya kehna
Ho gore rang ka
Jamana kabhi hoga na purana
Ho tera rang ha
Kamal ho tera kya kehna

Tu mast ghata mai neel gagan
Tu khusbu hai mai sok pawan
Tu mast ghata mai neel gagan
Tu khusbu hai mai sok pawan
Palko me tumhare khwab sajan
Dil pe rahe meri dhadkan
Chand se chehre pe
Julfo ka pehra hai
Tu sayar ka khyal
O tera kya kehna
Gore rang ka jamana
Kabhi hoga na purana
Mera rang ha
Kamal ho tera kya kehna
Ho gore rang ka
Jamana kabhi hoga na purana
Ho tera rang ha
Kamal ho tera kya kehna
Ho tera kya kehna
Ho tera kya kehna..

Song Details
Movie
Daadagiri
Artist
Various Artists
Music Directory
Dilip Sen, Sameer Sen
Music Label
Eros
Singers
Asha Bhosle, Udit Narayan

more lyrics from Daadagiri

Maine Tujhe Chaha
O Tera Kya Kehna
Tirchi Nazariya Gore Gaal
Tunak Tun Ta Ra Ra