Jo Bhi Hua Hai Woh Pyaar By Rahul Dev Burman

Jo bhi huya hai wo pyar me huya hai
Gusa na karo itna ab jane do na
Jo bhi huya hai wo pyar me huya hai
Gusa na karo itna ab jane do na
Jo bhi huya hai wo pyar me huya hai
Gusa na karo itna ab jane do na
Jo bhi huya hai wo pyar me huya hai

Sah na saka mai hajur ki duri
Hey sah na saka mai hajur ki duri
Kya kahu aisi hai kya majburi
Jab se mile ho nazar me khile ho
Arey ha lagta hai apna milan
Gusa na karo itna ab jane do na
Jo bhi huya hai wo pyar me huya hai

Mai hu ek bekas garib deewana
Hey mai hu ek bekas garib deewana
Tumne bhi mujhko nahi pehchana
Bade armano se laya hu dekho
Arey ha ho ho pehli tamana ka ye nazrana
Aye gusa na karo
Gusa na karo itna ab jane do na
Jo bhi huya hai wo pyar me huya hai
Gusa na karo itna ab jane do na
Jo bhi huya hai wo pyar me huya hai....

Song Details
Movie
Daulat Ke Dushman
Artist
Rahul Dev Burman
Music Directory
Rahul Dev Burman
Music Label
Saregama
Singers
Kishore Kumar
Lyricist
Majrooh Sultanpuri

more lyrics from Daulat Ke Dushman

Aaj Jama Hai Kunj
Hum Toh Hain Sabke Yaar
Jana Hai Hame
Jeena Toh Hai
Jo Bhi Hua Hai Woh Pyaar
Samjha Main Kismat Khul Gaye