Mausam Awara Hai By Rahul Dev Burman

Mausam awara hai dilbar nazara hai
Ye dil tumhara hai ye kya ishara hai
Is beqaraari mein mushkil guzara hai
Mausam awara hai dilbar nazara hai
Ye dil tumhara hai ye kya ishara hai
Is beqaraari mein mushkil guzara hai ho ho ho..

Chhoti hai badi hai mulakaatein
Lambi hai mohabbat ki raatein
Rahene do na chhedo ye baatein
Jaane do ye kuchh din kuchh raatein
Ye jo zamana hai dushman humaara hai
Ye jo zamana hai dushman humaara hai
La la-la mausam awara hai dilbar nazara hai
Ye dil tumhara hai ye kya ishara hai
Is beqaraari mein mushkil guzara hai ho ho ho..

Jee chahein kahin hum kho jaaye
Deewane zara se ho jaaye
Sapno ke sheher mein kho jaaye
Kuchh bhi ho na jaage so jaaye
Ho samjo zara kya matlab humara hai
Ho samjo zara kya matlab humara hai
La la-la mausam awara hai dilbar nazara hai
Ye dil tumhara hai ye kya ishara hai
Is beqaraari mein mushkil guzara hai ho ho ho..

Thoda saa mujhe paas aane do
Aankhon mein mujhe bas jaane do
Sharmaake mujhe mar jaane do
Bas tauba mujhe ghar jaane do
Are aisi kyaa jaldi hai ye dil pukaara hai
Are aisi kyaa jaldi hai ye dil pukaara hai
La la-la mausam awara hai dilbar nazara hai
Ye dil tumhara hai ye kya ishara hai
Is beqaraari mein mushkil guzara hai oye hoy ho..

Mausam awara hai dilbar nazara hai
Ye dil tumhara hai ye kya ishara hai
Is beqaraari mein mushkil guzara hai ho ho ho...

Song Details
Movie
Itihaas
Artist
Rahul Dev Burman
Music Directory
Rahul Dev Burman
Music Label
T-Series
Singers
Amit Kumar
Lyricist
Anand Bakshi

more lyrics from Itihaas

Aao Tumhe Pyar
Babul Ke Ghar Se
Champa O Chameli
Dilruba O Dilruba
Mausam Awara Hai
Shabba Kher