Ke Bachpan Kisika By Ravi Shankar Sharma (Ravi)

Azab dasta hai meri jindagi ki
Ke bachpan kisi ka jawani kisi ki
Ke bachpan kisi ka jawani kisi ki
Azab dasta hai meri jindagi ki
Ke bachpan kisi ka jawani kisi ki
Ke bachpan kisi ka jawani kisi ki

Mukaddar ne mujhse ye kya dillagi ki
Ke bachpan kisi ka jawani kisi ki
Ke bachpan kisi ka jawani kisi ki

Alag sabse hai meri dunia ki rashme
Alag sabse hai meri dunia ki rashme
Juba hai to wo bhi hai gairo ke bas me
Juba hai to wo bhi hai gairo ke bas me
Na pucho kahani meri bebasi ki
Ke bachpan kisi ka jawani kisi ki
Ke bachpan kisi ka jawani kisi ki

Sikhaya gaya hai isharo pe chalna
Sikhaya gaya hai isharo pe chalna
Nigahe badalna dilo ko masalna
Nigahe badalna dilo ko masalna
Ada har ada meri hai bekashi ki
Ke bachpan kisi ka jawani kisi ki
Ke bachpan kisi ka jawani kisi ki
Azab dasta hai meri jindagi ki
Ke bachpan kisi ka jawani kisi ki
Ke bachpan kisi ka jawani kisi ki...

Song Details
Movie
Mehndi
Artist
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Directory
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar
Lyricist
Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari)

more lyrics from Mehndi

Allah Ki Rehmat
Apne Kiye Pe
Bedard Zamaanaa
Bhari Mahafil Hai
Gao Gao Ri Sakhi
Gaya Bachpan Dua Dekar
Jhoolo Lalna Jhoolo
Ke Bachpan Kisika
Meri Dulhan Bareli Se Aayi
Pyar Ki Duniya
Wo Aaj Apni Mehfil Me Aaye