Mera Naam Raju By Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Mera naam raju gharana anam
Mera naam raju gharana anam
Bahti hai ganga jahaan mera dhaam
Mera naam raju gharana anam
Bahti hai ganga jaha mera dhaam
Mera naam raju

Kam naye nit geet banana
Geet bana ke jaha ko sunana
Koi na mile to akele me gana
Koi na mile to akele me gana
Kaviraj kahe
Na ye taj rahe
Na ye raj rahe
Na ye raj gharana
Preet aur preet ka geet rahe
Kabhi lut saka na koi ye khazana
Mera naam raju gharana anam
Bahti hai ganga jahaan mera dhaam
Mera naam raju

Dhul ka ek badal albela
Niklaa hoon apne safar me akela
Chup chup dekhu mai dunia ka mela
Chup chup dekhu mai dunia ka mela
Kahe man kare
Abhiman kare
Mehman tujhe ik din to hai jana
Dafli utha aawaz mila
Ga mil ke mere sang prem tarana
Mera naam raju gharana anam
Mera naam raju gharana anam
Bahti hai ganga jaha mera dhaam
Mera naam raju gharana anam
Bahti hai ganga jaha mera dhaam
Mera naam...

Song Details
Movie
Jis Desh Men Ganga Behti Hai
Artist
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Directory
Shankar Singh Raghuvanshi, Jaikishan Dayabhai Panchal
Music Label
Saregama
Singers
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lyricist
Shailendra (Shankardas Kesarilal)

more lyrics from Jis Desh Men Ganga Behti Hai

Aa Ab Laut Chalen
Begaane Shaadi Mein Abdullah Deewana
Ho Maine Pyar Kiya
Hum Bhi Hain Tum Bhi Ho
Jis Desh Mein Ganga Behti Hai (Title)
Kya Hua Ye Mujhe Kya Hua
Mera Naam Raju
O Basanti Pawan Pagal
Pyar Kar Le