Aaye Na Balam Wada Kar Ke By Naushad Ali

Aaye na balam wada kar ke
Aaye na balam wada kar ke
Thak gaye naina dhiraj dhar ke
Dhiraj dhar ke
Aaye na balam wada kar ke
Aaye na balam

Chup gaya chanda lut gayi jyoti
Chup gaya chanda lut gayi jyoti
Tare ban gaye jhuthe moti
Tare ban gaye jhuthe moti
Pad gaye fike rang najar ke
Pad gaye fike rang najar ke
Aaye na balam wada kar ke
Aaye na balam

Aao ke tum bin aankho me dam hai
Aao ke tum bin aankho me dam hai
Raat hai lambi jivan kam hai
Raat hai lambi jivan kam hai
Dekh lu tum ko mai ji bhar ke
Dekh lu tum ko mai ji bhar ke
Aaye na balam wada kar ke
Aaye na balam wada kar ke
Aaye na balam...

Song Details
Movie
Shabab
Artist
Naushad Ali
Music Directory
Naushad Ali
Music Label
Saregama
Singers
Mohammed Rafi
Lyricist
Shakeel Badayuni

more lyrics from Shabab

Aaye Na Balam Wada Kar Ke
Bhagat Ke Bas Mein
Chandan Ka Palna
Daya Kar Girdhar Gopal
Jo Main Jaanti
Jogan Ban Jaungi
Lagi More Man Ki
Man Ki Been Matwari Baaje
Mar Gaye Hum
Marna Teri Gali Mein
Mehlon Mein Rehnewale
Yehi Armaan Lekar