Sau baar yeh kahe By Sandesh Shandilya

Teri yeh aankhein mujhe bawra karein
Aankhon mein meri kai rang hai bhare
Sau baar yeh kahe dil ke aaja tujhe pyar karein
Sau baar yeh kahe dil ke aaja tujhe pyar karein
Oh meri humdum dil ki zara sun baahon mein aa beekhre
Sau baar yeh kahe dil ke aaja tujhe pyar karein
Sau baar yeh kahe dil ke aaja tujhe pyar karein

Aankhon mein dekha jo tune toh bata kya dekha
Haan maine hai naam tumhara surme se likha
Yeh surme ki dhari, kare hai hoshiyari kya padhe kya na padhe
Sau baar yeh kahe dil ke aaja tujhe pyar karein
Sau baar yeh kahe dil ke aaja tujhe pyar karein

Tu toh sukun hai mera main piya shor huin
Haan pehle thi aur koi main ab koi aur huin
Na tuhi badli hai na hi badla huin
Badli hai bas nazrein
Sau baar yeh kahe dil ke aaja tujhe pyar karein
Oh mer humdum dil ki zara sun baahon mein aa bikhre
Sau baar yeh kahe dil ke aaja tujhe pyar karein
Sau baar, ke aaja, ke aaja tujhe pyar karein
Ke aaja tujhe pyar karein ke aaja tujhe pyar karein


Song Details
Movie
Yamla Pagla Deewana
Artist
Sandesh Shandilya
Music Directory
Sandesh Shandilya
Music Label
T-Series
Singers
Omer Nadeem, Shreya Ghoshal
Lyricist
Irshad Kamil

more lyrics from Yamla Pagla Deewana

Chamki Jawaani
Charha De Rang
Yamla Pagla Deewana
Tinku Jiya
Son Titariya
Kadd Ke Botal
Sau baar yeh kahe