Bolne Main Kya Jaata Hai By Various Artists

Tajmahal sale ko likha,eiffel tawar sali ko
Whitehouse or indiagate baksh diya gharwali ko
Hay, tajmahal sale ko likha,eiffel tawar sali ko
Whitehouse or indiagate, baksh diya gharwali ko
Tajmahal sale ko likha,eiffel tawar sali ko
Whitehouse or indiagate baksh diya gharwali ko
Mujhse milne obama har roj chala ata hai

Oye kya bat karta hai
Hay bolne me kya jata hai , bolne me kya jata hai
Bolne me kya jata hai , bolne me kya jata hai

Hu bollywood ke sabhi minister mere ghar hi dinner karte hai
Kapde mere do din me dhulkar paris se ate hai

Mere ghar chanda lene prime minister ata hai

Kya mama
Hay bolne me kya jata hai , bolne me kya jata hai
Bolne me kya jata hai , bolne me kya jata hai
Bolne me kya jata hai , bolne me kya jata hai

Ha dariya or talab h kya nadiya batne nikle hai
Lamho ki okat nahi, sadiya batne nikle hai
Dariya or talab hai kya nadiya batne nikle hai
Lamho ki okat nahi, sadiya batne nikle hai
Mera body dekh ke salman bhi sharmata hai

Kuch jyada hi ho gya
Hay bolne me kya jata hai , bolne me kya jata hai
Bolne me kya jata hai , bolne me kya jata hai
Bolne me kya jata hai , bolne me kya jata hai
Tajmahal sale ko likha,eiffel tawar sali ko
Whitehouse or indiagate baksh diya gharwali ko
Tajmahal sale ko likha,eiffel tawar sali ko
Whitehouse or indiagate, baksh diya gharwali ko
Mujhse milne obama har roj chala ata hai
Inse milne obama har roj chala ata hai
Are bas bhi kr
Bolne me kya jata hai, bolne me kya jata hai

Bolne me kya jata hai, bolne me kya jata hai.

Song Details
Movie
Qasam Se Qasam Se
Artist
Various Artists
Music Directory
Sayanti, Shailendra (Shankardas Kesarilal)
Music Label
Filmy BOX Music
Singers
Mika Singh
Lyricist
Dr. Moauzzam Azam, Panchhi Jalonvi

more lyrics from Qasam Se Qasam Se

Bolne Main Kya Jaata Hai
Har Varak
Meethi Yadein
Mumkin Nahi
Pankh Lage Hai
Rokade Ki Maya
Se Qasam Se
Tujhe Paya Toh
Zindagi Kah Rahi Hai