Chhota Sa Mann Hai By Aadesh Shrivastav

Chhota sa mann hai, mann mein sanam hai
Chhota sa mann hai, mann mein sanam hai
Sanam ek khwaab hai
Sanam ek khwaab hai
Khwaab hai bas khwaab hai, khwaab hai
Khwaab hai

Kya yahi ishq hai, kya yahi ishq hai
Ishq ek behta dariyaa jo kabhi na thama
Ishq ek aisa sapna jo na haasil hua
Gar ishq hai khuda to khuda
Dard deta hai kyoon
Gar ishq hai khuda to khuda
Dard deta hai kyoon
Ishq ishq yeh ishq ishq hai, kya yahi hai ishq ishq
Ishq ishq yeh ishq ishq hai, kya yahi hai ishq ishq

(aaa, aaa, aaa aaa aaa, aah)
Chhota sa mann hai, mann mein sanam hai
Chhota sa mann hai

Hmm hmm hmm hmm, hmm hmm hmm hmm
Hmm hmm hmm hmm, mmm
Aankhon mein jo sapna tha
Lagta kitna apna tha
Aankhon mein jo sapna tha
Lagta kitna apna tha
Dil ki nagri mein rehta tha
Saanson mein phoolon sa khilta tha
Chhota sa mann hai, aa, mann mein sanam hai
Chhota sa mann hai

Ishq patta patjhad ka jo kahin na tika
Ishq aansu aankhon ka jo rukaaye na ruka
Gar ishq hai khuda to khuda
Dard deta hai kyoon
Gar ishq hai khuda to khuda
Dard deta hai kyoon
Ishq ishq yeh ishq ishq hai, kya yahi hai ishq ishq
Ishq ishq yeh ishq ishq hai, kya yahi hai ishq ishq

(aaa, aaa, aaa, aah aaa aah)
Chhota sa mann hai, mann mein sanam hai
Chhota sa mann hai

Aaa, aaa, aaa
Re pa pa, re pa pa pa pa re pa re pa

Yeh zindagi kal tere naam thi
Khushi ka paigaam thi
Aaj na tu hai na tera saath hai
Tera chhoda hua har lamha paas hai
Chhota sa mann hai, mann mein sanam hai
Chhota sa mann hai, mann mein sanam hai
Sanam ek khwaab hai
Sanam ek khwaab hai
Khwaab hai bas..

Song Details
Movie
Bas Itna Sa Khwaab Hai
Artist
Aadesh Shrivastav
Music Directory
Aadesh Shrivastava
Music Label
Universal Music
Singers
Alka Yagnik, Roop Kumar Rathod
Lyricist
Dev Kohli

more lyrics from Bas Itna Sa Khwaab Hai

Chhota Sa Mann Hai
Dil Nasheen
Ganga Maiya
Jhoomen Yeh Zameen
Kuch Aisa Jahin
Kya Hua
Yeh Hawein