Dua from Rabba Main Kya Karoon Movie (Akash Chopra)

Zindhgi ki raaho mein
Saath hum agar chale
Kyun meri nazar mein hai
Iss khadar ye faasle

Dil jo phool tha
Sholo mein dala ha..
Jalti hai jahaan dua..

Saath jo.. tu nahi..
Zinghgi.. ka kya kare
Jisme tu.. hai nahi
Us khushi.. ka kya kare

Waqth ki nigaah mein
Yaadon ki nishaan hai
Dil ki har zameen pe
Vaadon ke nishaan hai

Dil jo phool tha
Sholo mein dala ha..
Jalti hai jahaan dua..
Jalti hai jahaan dua.. ha..

Saath jo.. tu nahi..
Zinghgi.. ka kya kare
Jisme tu.. hai nahi
Us khushi.. ka kya kare

O rabba mere jaan lauta de
O rabba main kaha tere aage
O rabba mera dard bula de
Ya rabba mera yaar mila de

Zindhgi ki raaho mein
Saath hum agar chale
Chahta hai yeh dil mera
Ki phool phir wahi khile

Saath jo tu nahi
Zinghgi ka kya kare
Jism tu hai nahi
Us khushi ka kya kare

O rabba mere jaan lauta de
O rabba main kaha tere aage
O rabba mera dard bula de
Ya rabba mera yaar mila de

O rabba.. O rabba..
O rabba.. O rabba..

Song Details
Movie
Rabba Main Kya Karoon
Artist
Akash Chopra
Music Directory
Akash Chopra
Music Label
T-Series Music
Singers
Akash Chopra
Lyricist
Zaheer Anwar

Other Lyrics from Rabba Main Kya Karoon

Dua
Khulla Sand
Muh Meetha Kara De
Rabba Main Kya Karoon

Other popular Lyrics by Akash Chopra

Dua (Rabba Main Kya Karoon)