Chugliyaan from Once upon A Time In Mumbaai Dobara Movie (Pritam Chakraborty)

Yaar mera mera.. aa..

Mera yaar yaar mujh mein
Mera pyaar pyaar tujh mein

Mujhse kho gaye haan
Mujhse kho gaye ho tum..
Teri yaadon mein haan
Teri yaadon mein main gum..
Hanste.. mujhpe din mere..
Raatein hi hain jo karti hain chugliyaan

Mera yaar yaar mujh mein
Mera pyaar pyaar tujh mein

O yaara tere naal ankhiyaan
Lagiyaan ki aisiyaan
Saaijiyaan muhobbataan pakiyaan ki mere peechhe
Ishq payaan
Hai dil mera thirak gaya

Ho khwab dekhe tere
Jaage jaage maine
Neendon pe pehra hai tera.. a..
Raat katein taare
Ginte hue saare..
Chand mein chehra hai tera

Raaton ki saza ho
Subah ka nasha ho tum..
Teri yaad.. mein haan teri yaad mein main gum..
Hanste.. mujhpe din mere..
Raatein.. hi hai jo karti hain chugliyaan

Mera yaar yaar mujh mein
Mera pyaar pyaar tujh mein

Ho.wu.. karenge bahane
Milne ke saare
Par ab miloge tum kahaan
Aayenge chhoo ke
Ghar kab tumhare..
Aur hum jalenge khaam akhan
Sanson mein ghula ho
Pyaar ka dhuaan ho tum..

Teri yaadon.. haan teri yaadon mein main gum
Hanste.. mujhpe din mere..
Raatein.. hi hain jo karti hain chugliyaan

Mera yaar yaar mujh mein
Mera pyaar pyaar tujh mein

O yaara tere naal ankhiyaan
Lagiyaan ki aisiyaan
Saaijiyaan muhobbataan pakiyaan ki mere peechhe
Ishq payaan
Hai dil mera thirak gaya

Ho rul paave jaave mangda ya rang gajra laga ke mushkil
Yaadon mein gaane vaane gaake peecche
Ishq payaan
Hai dil mera thirak gaya..

Yaar.. mera..

Song Details
Movie
Once upon A Time In Mumbaai Dobara
Artist
Pritam Chakraborty
Music Directory
Pritam Chakraborty
Music Label
T-Series Music
Singers
Javed Ali, Sahir Ali Bagga
Lyricist
Rajat Arora

Other Lyrics from Once upon A Time In Mumbaai Dobara

Bismillah
Chugliyaan
Tayyab Ali
Tu Hi Khwahish
Ye Tune Kya Kiya

Other popular Lyrics by Pritam Chakraborty

Rab Ka Shukrana (Jannat 2)
Tera Naam Japdi Phiran (Cocktail)
Saawali Si Raat (Barfi!)
Tu Hi Mera (Jannat 2)
Jannatein Kahan (Jannat 2)
Party On My Mind (Race 2)
Zara Si Mehndi Laga (Mausam )
Ho Gayi Tun (Players)
Pungi (Agent Vinod )
Tujhe Sochta Hoon (Jannat 2)