He Kali Kali Raat from Aastha In The Prison Of Spring Movie (Shaarang Dev)

He kali kali rat ka talism na tute kahi
Jisam na tute kahi rat lachakti hai
He kali kali rat ka talism na tute kahi
Jisam na tute kahi rat lachakti hai
Rat ke badan pe chand na rakhna

Chand ki chikni dali fisalti hai
He kali kali rat ka talism na tute kahi
Jisam na tute kahi rat lachakti hai
He kali kali rat ka talism na tute kahi
Jisam na tute kahi rat lachakti hai
Rat ke badan pe chand na rakhna
Chand ki chikni dali fisalti hai

Ye rat hamari hai munni kuwari hai
Ye rat hamari hai munni kuwari hai

Jagne ki rat hai ye manglo duaye
Karo yaro se sajaye mile
Aisi bhi khataye karo
Jagne ki rat hai ye manglo duaye
Karo yaro se sajaye mile
Aisi bhi khataye karo
Roshni ki dhar kahi kahi
Kate na khumari kahi
Rat ye bhari hai

Ye rat hamari hai munni kuwari hai
Ye rat hamari hai munni kuwari hai
He kali kali rat ka talism na tute kahi
Jisam na tute kahi rat lachakti hai
Ye rat hamari hai munni kuwari hai
Ye rat hamari hai munni kuwari hai

Os ka dana dana rat ka khajana hai
Chori chori chor ki nigaho se churana hai
Os ka dana dana rat ka khajana hai
Chori chori chor ki nigaho se churana hai
Kachi kachi umar hai kachi kachi baho me

He rat ki khumari hai
Ye rat hamari hai munni kuwari hai
Ye rat hamari hai munni kuwari hai
He kali kali rat ka talism na tute kahi
Jisam na tute kahi rat lachakti hai
He kali kali rat ka talism na tute kahi

Jisam na tute kahi rat lachakti hai
Ye rat hamari hai munni kuwari hai
Ye rat hamari hai munni kuwari hai
Ye rat hamari hai munni kuwari hai
Ye rat hamari hai munni kuwari hai
Ye rat hamari hai munni kuwari hai
Ye rat hamari hai munni kuwari hai..

Song Details
Movie
Aastha In The Prison Of Spring
Artist
Shaarang Dev
Music Directory
Shaarang Dev
Music Label
Saregama
Singers
Vinod Rathod
Lyricist
Gulzar (Sampooran Singh Kalra)

Other Lyrics from Aastha In The Prison Of Spring

He Kali Kali Raat
Jai Jai Nath
Labo Se Chum Lo
Tan Pe Lagti Kaanch Ki Bunde
Tum Tanana Tere Na

Other popular Lyrics by Shaarang Dev

Labo Se Chum Lo (Aastha In The Prison Of Spring)
Tan Pe Lagti Kaanch Ki Bunde (Aastha In The Prison Of Spring)
Jai Jai Nath (Aastha In The Prison Of Spring)
He Kali Kali Raat (Aastha In The Prison Of Spring)
Tum Tanana Tere Na (Aastha In The Prison Of Spring)