Aisa Kyon Hota Hai from Aisa Kyon Hota Hai? Movie (Tauseef Akhtar)

Aisa kyun hota hai, aisa kyun hota hai
Mohabbat karega woh rota rahega
Mohabbat karega woh rota rahega
Yeh hota raha hai yeh hota rahega
Yeh hota raha hai yeh hota rahega
Mohabbat karega woh rota rahega
Aisa kyun hota hai, aisa kyun hota hai

Mohabbat me kaisi saja maine payi, wafao ke badle mili bewafayi
Badi bhul kee khwab dekhe milan ke, mujhe meri kismat ne dedi judayi
Aisa kyun hota hai, aisa kyun hota hai
Yeh mera daman bhi rota rahega
Mohabbat karega woh rota rahega
Yeh hota raha hai yeh hota rahega

Naa koyi shikayat, naa koyi gila hai, magar meri tujhse yahi inja hai
Naa meri tarah usaka dil tod dena, naya apna dilbar jo tune chuna hai
Jo kismat me hona hai woh hota rahega, mohabbat karega woh rota rahega
Yeh hota raha hai yeh hota rahega
Aisa kyun hota hai aisa kyun hota hai
Aisa kyun hota hai aisa kyun hota hai
Aisa kyun hota hai..

Song Details
Movie
Aisa Kyon Hota Hai?
Artist
Tauseef Akhtar
Music Directory
Tauseef Akhtar
Music Label
Time
Singers
Shreya Ghoshal
Lyricist
Payam Sayeedi

Other Lyrics from Aisa Kyon Hota Hai?

Aisa Kyon Hota Hai
If You Wanna Love Me
Ishq Dhamaka
Ishq Hua Hai
O Yaara

Other popular Lyrics by Tauseef Akhtar

If You Wanna Love Me (Aisa Kyon Hota Hai?)
Ishq Dhamaka (Aisa Kyon Hota Hai?)
Aisa Kyon Hota Hai (Aisa Kyon Hota Hai?)
Ishq Hua Hai (Aisa Kyon Hota Hai?)
O Yaara (Aisa Kyon Hota Hai?)