Duniya Mein Kitna Gham Hai from Amrit Movie (Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal))

Duniyaa me kitna gum hai, mera gum kitna kam hai
Duniyaa me kitna gum hai, mera gum kitna kam hai
Logo ka gum dekha to me apna gum bhul gayi

Duniyaa me kitna gum hai, mera gum kitna kam hai
Logo ka gum dekha to me apna gum bhul gaya
Duniyaa me kitna gum hai, mera gum kitna kam hai

Koi ek hajaro me sayad hi khus hota hai
Koi kisi ko rota hai, koi kisi ko rota hai
Koi kisi ko rota hai, koi kisi ko rota hai
Ghar ghar me ye maatam hai
Mera gum kitna kam hai
Duniyaa me kitna gum hai, mera gum kitna kam hai

Iska hai rang roop yahi, isko jivan kahete hai
Kabhi hasi aa jati hai, kabhi ye aanso kahete hai
Kabhi hasi aa jati hai, kabhi ye aanso kahete hai
Dukh sukh ka ye sangam hai, mera gum kitna kam hai

Duniyaa me kitna gum hai, mera gum kitna kam hai
Logo ka gum dekha to me apna gum bhul gaya
Duniyaa me kitna gum hai, mera gum kitna kam hai....

Song Details
Movie
Amrit
Artist
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
Saregama
Singers
Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz
Lyricist
Anand Bakshi

Other Lyrics from Amrit

Duniya Mein Kitna Gham Hai
Jeevan Sathi Saath Mein Rahna
Sharafat Ali Ko Sharafat Ne Mara
Zindagi Kya Hai Ik Lateefa Hai

Other popular Lyrics by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)

Dariya Mein Phenk Do Chabi (Aas Paas)
Jeevan Sathi Saath Mein Rahna (Amrit)
Duniya Se Duniya walo Se (Baghavat)
Mere Seene Se Lag Ja (Bhrashtachar)
I Am Krishnan Iyer (Agneepath)
Zindagi Kya Hai Ik Lateefa Hai (Amrit)
Qaraar Khoya Ke Jaan (Anjaana)
Nagin Sa Roop Hai Tera (Baghavat)
Mata Kaun Pita Koun (Benaam Badsha)
Main Aaya Hoon (Amir Garib)