Meri Sanson Mein from Aur Pyaar Ho Gaya Movie (Nusrat Fateh Ali Khan)

Meri saanson mein basa hai tera hi ek naam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Teri yaad humsafar subah o shaam

Meri saanson mein basa hai tera hi ek naam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Tu mere din mein raaton mein
Khamoshi mein baaton mein
Baadal ke haathon mein bhejoon tujhko ye payaam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Teri yaad humsafar subah o shaam

Meri saanson mein basa hai tera hi ek naam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Teri yaad humsafar subah o shaam

Aankhon mein tasveer hai jaise tu meri taqdeer hai jaise
Us dil se is dil tak aati dhadkan ki zanjeer hai jaise
Aankhon mein tasveer hai jaise tu meri taqdeer hai jaise
Us dil se is dil tak aati dhadkan ki zanjeer hai jaise
Khwaabon khwaabon tu mile na jaane kya hain silsile
Palkhon par ye pyaar ke na jaane kitne gul khile
Tere khwaab sajaate rehna ab hai mera kaam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Teri yaad humsafar subah o shaam

Meri saanson mein basa hai tera hi ek naam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Teri yaad humsafar subah o shaam

Ho ho…

Phoolon par shabnam ki nami hai rangon ki mehfil si jami hain
Mausam bhi manzar bhi main bhi kehte hain bas teri kami hai
Phoolon par shabnam ki nami hai rangon ki mehfil si jami hain
Mausam bhi manzar bhi main bhi kehte hain bas teri kami hai
Baagon mein hum jo milein to gaayein saari koyalein
Mehke saara ye samaa havayein mehki si chalein
Teri khushboo se bhar jaayein kaliyon ke ye jaam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Teri yaad humsafar subah o shaam

Meri saanson mein basa hai tera hi ek naam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Tu mere din mein raaton mein
Khamoshi mein baaton mein
Baadal ke haathon mein bhejoon tujhko ye payaam..

Song Details
Movie
Aur Pyaar Ho Gaya
Artist
Nusrat Fateh Ali Khan
Music Directory
Nusrat Fateh Ali Khan
Music Label
Saregama
Singers
Udit Narayan
Lyricist
Javed Akhtar

Other Lyrics from Aur Pyaar Ho Gaya

Ek Din Kahin
Humse Rahoge Kya Hamesha
Jagi Huyi Fizayen
Koi Jane Koi Na Jane
Meri Sanson Mein
Sitaara Aankhein
Thodasa Pagla Thoda Diwana
Uttar Dakshin Purab Pashchim
Zindagi Jhoomkar

Other popular Lyrics by Nusrat Fateh Ali Khan

Mora Saiyan To Hai Pardes (Bandit Queen)
Thodasa Pagla Thoda Diwana (Aur Pyaar Ho Gaya)
Sajna Tera Bina (Bandit Queen)
Ek Din Kahin (Aur Pyaar Ho Gaya)
Meri Sanson Mein (Aur Pyaar Ho Gaya)
Uttar Dakshin Purab Pashchim (Aur Pyaar Ho Gaya)
Jagi Huyi Fizayen (Aur Pyaar Ho Gaya)
Humse Rahoge Kya Hamesha (Aur Pyaar Ho Gaya)
Sanware Tore Bin (Bandit Queen)
Zindagi Jhoomkar (Aur Pyaar Ho Gaya)