Ek Nayan Mein Maa Ki Mamta from Chhota Baap Movie (Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal))

Ek nayan mein maa ki mamta
Ek nayan me pita ka pyar
Bahana maine tujhme paya
Dono ka hi lad dular
Ek nayan mein maa ki mamta
Ek nayan me pita ka pyar
Bahana maine tujhme paya
Dono ka hi lad dular
Ek nayan mein maa ki mamta

Ma ne mujhko zanam diya tha
Bachpan me hi chhod chali
Ma ne mujhko zanam diya tha
Bachpan me hi chhod chali
Tere hatho sonp ke mujhko
Apana nata tod chali
Mere bachpan ko paya
Mere hi aanchal ka pyar
Ek nayan mein maa ki mamta
Ek nayan me pita ka pyar
Bahana maine tujhme paya
Dono ka hi lad dular
Ek nayan mein maa ki mamta

Mai nanha sa diya
Mai nanha sa diya
Jise tu rakhati sada ujal ke
Duniya ke toofan to hai
Rakhati mujhe sambhal ke
Mai nanha sa diya
Jise tu rakhati sada ujal ke
Duniya ke toofan to hai
Rakhati mujhe sambhal ke
Mere liye to meri bahana
Tu hai devi parawati
Ek nayan mein maa ki mamta

Ek din chhod mujhe jab
Tu sasural chali jayegi
Ek din chhod mujhe jab
Tu sasural chali jayegi
Jitana tujhe bhulauga
Utni hi yaad aayegi
Utni hi yaad aayegi
Tujhe khinch kar hi
Layega rakasha bandhan
Ka tayohar
Ek nayan mein maa ki mamta
Ek nayan me pita ka pyar
Bahana maine tujhme paya
Dono ka hi lad dular
Ek nayan mein maa ki mamta..

Song Details
Movie
Chhota Baap
Artist
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
Saregama
Singers
Usha Mangeshkar
Lyricist
Bharat Vyas

Other Lyrics from Chhota Baap

Aansuo Ko Thaam Le
Ek Nayan Mein Maa Ki Mamta
Jab Bhi Dekhu Tu Kanha Ke
Mehendi Raccha Bindiya Saja

Other popular Lyrics by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)

Dariya Mein Phenk Do Chabi (Aas Paas)
Jeevan Sathi Saath Mein Rahna (Amrit)
Duniya Se Duniya walo Se (Baghavat)
Mere Seene Se Lag Ja (Bhrashtachar)
I Am Krishnan Iyer (Agneepath)
Zindagi Kya Hai Ik Lateefa Hai (Amrit)
Qaraar Khoya Ke Jaan (Anjaana)
Nagin Sa Roop Hai Tera (Baghavat)
Mata Kaun Pita Koun (Benaam Badsha)
Main Aaya Hoon (Amir Garib)