Kya Dharti Kya Aasman from Deedar Movie (Various Artists)

Sapna, sapna
Kya dharti kya aasma
Kya dharti kya aasma
Janeman tu hogi jaha
Kya dharti kya aasma
Janeman tu hogi jaha
Tujhko dhund ke lauga
Dil me tujhe basauga
Kya dharti kya aasma
Janeman tu hogi jaha
Tujhko dhund ke lauga
Dil me tujhe basauga

Kya dard dil me jagaya hai
Betab mujhko banaya hai
Kya dard dil me jagaya hai
Betab mujhko banaya hai
Tere haseen khayalo ne
Kitna mujhe tadpaya hai
Agar mili tu lajmi to
Mai batauga
Kya dharti kya aasma
Janeman tu hogi jaha
Tujhko dhund ke lauga
Dil me tujhe basauga
Sapna, sapna

Tu ek hazaro lakho me
Duba main teri aankho me
Tu ek hazaro lakho me
Duba main teri aankho me
Hai tu basi meri yado me
Khusabu hai teri sanso me
Tujhko palko ke jharokhe
Me chhupauga
Kya dharti kya aasma
Janeman tu hogi jaha
Tujhko dhund ke lauga
Dil me tujhe basauga
Sapna, sapna

Kahena hai jo meri jaa kah de
Sine me kya arma kah de
Kahena hai jo meri jaa kah de
Sine me kya arma kah de
Main jaan tujh pe lutauga
Ek bar bas tu ha kah de
Hai ye wada tujhko dulhan
Mai banauga
Kya dharti kya aasma
Janeman tu hogi jaha
Tujhko dhund ke lauga
Dil me tujhe basauga
Kya dharti kya aasma
Janeman tu hogi jaha
Tujhko dhund ke lauga
Dil me tujhe basauga
Sapna i love you
Sapna i love you....

Song Details
Movie
Deedar
Artist
Various Artists
Music Directory
Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Music Label
Tips
Singers
Anand Shrivastav, Udit Narayan
Lyricist
Sameer

Other Lyrics from Deedar

Ab To Kahin Tere Bina
Din Ba Din Mohabbat
Hum Apni Mohabbat Ka
Jaanam Mere Jaanam
Kya Dharti Kya Aasman
Tera Mera Mera Tera Sapna Hai

Other popular Lyrics by Various Artists

Dhak Dhak (Nautanki Saala)
Tu Hai Rab Mera (Zila Ghaziabad )
Mashallah (Ek Tha Tiger)
Arzoo (Blood Money)
Bin Tere (Chakradhar)
Maula (Jism 2)
Kya Raaz Hai (Raaz 3 )
Om Namo Namah Krishan (Main Krishna Hoon)
Jungle Hai Aadhi Raat (Biwi No. 1)
Billori (Chakradhar)