Aankhon Mein Hai from Laila Majnu Movie (Ghulam Mohammed)

Ae bulbul mein hain naghme tere
Gul mein teri boo hai
Hai
Har shai mein tera noor hai
Har cheez mein tu hai

Aankhon mein hai tu
Saanson mein hai tu
Aankhon mein hai tu
Saanson mein hai tu
Dil se tera jalwaa door nahin
Dil se tera jalwaa door nahin
Aankhon mein hai tu
Saanson mein hai tu
Dil se tera jalwaa door nahin
Aahe
Beparda main dekhoon husn tera
O beparda main dekhoon husn tera
Beparda main dekhoon husn tera
Ye baat mujhe manzoor nahin
Ye baat mujhe manzoor nahin
Haan beparda main dekhoon husn tera
Ye baat mujhe manzoor nahin

Aa aa
Har ek zarre pe likha hai
Teri ulfat ka afsaanaa
Wo dil bekaar hai
Yaa rab na ho jo tera deewaana
Aa aa aa
Qasam hai tujhko mere dil ki haalat poochh le mujhse
Karam se tere kuch mushqil nahin
Bigdi ka ban jaanaa
Aaaa
Yaa bigda banaa de kaam apna
Ya dil se mitaa de naam apna
Yaa bigda banaa de kaam apna
Ya dil se mitaa de naam apna
Ya dil se mitaa de naam apna
Sajde bhi karen
Shiqwe bhi karen
Sajde bhi karen
Shiqwe bhi karen
Bandon ka tere dastoor nahin
Bandon ka tere dastoor nahin
Haan sajde bhi karen
Shiqwe bhi karen
Bandon ka tere dastoor nahin
Aaa aaa aaa
Aankhon mein hai tu
Saanson mein hai tu
Dil se tera jalwaa door nahin

Aa aa aa aa aa
Tajalli hai teri
Ye chaand kyaa hai
Chaandni kyaa hai
Aa aa aa aa aa
Agar nazren salaamat hain to
Jalwon ki kami kyaa hai
Aa aa aa
Aa aa aa
Aa aa aa aa aa aa
Labon par naam hai tera
Dilon mein yaad hai teri
Mohabbat ka fasaanaa hai
Hamaari zindagi kyaa hai
Aa aa aa aa aa aa
Ghut ghut ke sadaa ham marte hain
Ghut ghut ke sadaa ham marte hain
Aaa aaa aaa aaa aaa aaa
Ghut ghut ke sadaa ham marte hain
Kab tujhse shiqaayat karte hain
Ghut ghut ke sadaa ham marte hain
Kab tujhse shiqaayat karte hain
Kab tujhse shiqaayat karte hain
Marzi hai teri jo chaahe kare
Marzi hai teri jo chaahe kare
Mukhtaar hai tu mazboor nahin
Mukhtaar hai tu mazboor nahin
Aahe
Marzi hai teri jo chaahe kare
Mukhtaar hai tu mazboor nahin
Aankhon mein hai tu
Saanson mein hai tu
Dil se tera jalwaa door nahin
Aa aa aa aa aa
Aankhon mein hai tu
Saanson mein hai tu
Aaa aaa aaa aaa aaa aaa
Aankhon mein hai tu
Saanson mein hai tu
Dil se tera jalwaa door nahin
Dil se tera jalwaa door nahin
Dil se tera jalwaa door nahin
Aankhon mein hai tu...

Song Details
Movie
Laila Majnu
Artist
Ghulam Mohammed
Music Directory
Ghulam Mohammed
Music Label
Ultra
Singers
Khan Mastana, Mohammed Rafi
Lyricist
Shakeel Badayuni

Other Lyrics from Laila Majnu

Aankhon Mein Hai
Aasmaan Waale Teri
Bahaaron Ki Duniya
Bhar De Jholi Allah Naam
Chal Diyaa Kaarwaan
Dekh Lee Ae Ishq
Ya Ilaahi Ho Mubaarak
Yaad Teri Zindagi

Other popular Lyrics by Ghulam Mohammed

Chal Diyaa Kaarwaan (Laila Majnu)
Chali Pee Ke Nagar (Mirza Ghalib)
Mohabbat Ki Dhun Bekarar (Dil-E-Nadaan)
Aah Ko Chahiye Ek Umar (Mirza Ghalib)
Aankhon Mein Hai (Laila Majnu)
Duniya Jawan Hai (Rail Ka Dibba)
Chhum Chhama Chhum (Rail Ka Dibba)
Yeh Raat Suhani Raat Nahi (Dil-E-Nadaan)
Leejo Babul Humara Salaam Re (Dil-E-Nadaan)
Bhagwan Teri Duniya Me (Rail Ka Dibba)