Mera Chhota Sa Dekho Yeh Sansar Hai from Bhai-Bhai Movie (Madan Mohan Kohli)

Mera chhota sa dekho yeh sansar hai
Mera chhota sa dekho yeh sansar hai
Mera jiwan hai ye mera singaar hai
Mera chhota sa dekho yeh sansar hai
Mera chhota sa dekho yeh sansar hai

Meri chhoti si bagiya ke o baaghbaan
Meri chhoti si bagiya ke o baaghbaan
Tere dam se hai saari bahaaren yahaan
Tere dam se hai saari bahaaren yahaan
Saare baagon se achcha ye gulzaar hai
Mera chhota sa dekho yeh sansar hai
Mera chhota sa dekho yeh sansar hai

Mera jiwan hai ek muskuraahat teri
Mera jiwan hai ek muskuraahat teri
Meri duniya hai kadmon ki aahat teri
Meri duniya hai kadmon ki aahat teri
Tere kadmon mein hi mera ghar baar hai
Mera chhota sa dekho yeh sansar hai
Mera chhota sa dekho yeh sansar hai

Chhodke main tujhe koi jannat na loon
Chhodke main tujhe koi jannat na loon
Tere badle mein duniya ki daulat na loon
Tere badle mein duniya ki daulat na loon
Meri pooja piya tera deedar hai
Mera chhota sa dekho yeh sansar hai
Mera chhota sa dekho yeh sansar hai
Mera jiwan hai ye, mera singaar hai
Mera chhota sa dekho yeh sansar hai
Mera chhota sa dekho yeh sansar hai...

Song Details
Movie
Bhai-Bhai
Artist
Madan Mohan Kohli
Music Directory
Madan Mohan Kohli
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar
Lyricist
Rajendra Krishan

Other Lyrics from Bhai-Bhai

Ae Dil Mujhe Bata De
Apna Hai Phir Bhi Apna
Bhagwan Jo Tu Mera Hai
Dil Teri Nazar Mein Atkaa Re
Is Duniya Mein Sab Chor
Kadar Jane Na
Mera Chhota Sa Dekho Yeh Sansar Hai
Mera Naam Abdul Rehman
Raja Jani Pyare
Sharabi Ja

Other popular Lyrics by Madan Mohan Kohli

Chal Chal Chal Mere Dil (AKeli mat jaiyo)
Thoda Sa Aitbaar Kijiye (Chowkidar)
Dulhan Marwad Ki Aaaee Chham Chham (Anpadh)
Hai Is Hi Men Pyaar Ki Aabaroo (Anpadh)
Ishq Ki Garmi E Jazbaat (Gazal)
Raggi Pappi Lalli (Jailor)
Raste Mein Do Anjane (AKeli mat jaiyo)
Yeh To Kaho Kaun Ho Tum (AKeli mat jaiyo)
Akeli Mat Jaiyo (AKeli mat jaiyo)
Are O Dekhne Wale (Anjaam)