Tan Ke Tambure Mein from Janam Janam Ke Phere Movie (S. N. Tripathi)

Man ka andhiya mita
Faila amar parkash
Naino ne darshan kiye
Bujhi harday ki pyas
Tan ke tambure mein do
Saanso ke tar bole
Jai radhe shyam shyam
Jai sita ram ram
Tan ke tambure mein do
Saanso ke tar bole
Jai radhe shyam shyam
Jai sita ram ram

Ab to is tan ke mandir mein
Parbhu ka hua basera
Parbhu ka hua basera
Ab to is tan ke mandir mein
Parbhu ka hua basera
Parbhu ka hua basera
Magan hua man mera
Magan hua man mera
Chuta janam janam ka fera re
Janam janam ka fera
Man ko muraliya mein
Man ko muraliya mein
Man ko muraliya mein
Sur ka singar bole
Jai radhe shyam shyam
Jai sita ram ram
Tan ke tambure mein
Do saanso ke tar bole
Jai radhe shyam shyam
Jai sita ram ram

Lagi lagan lila dhari se
Jagi re jagmag jyoti
Lagi lagan lila dhari se
Jagi re jagmag jyoti
Ram nam ja heera paya
Ram nam ja heera paya
Shyam nam ka moti
Jagi re jagmag jyoti
Pyasi do ankhiyo mein
Pyasi do ankhiyo mein
Pyasi do ankhiyo mein
Aasu ki dhar bole
Jai radhe shyam shyam
Jai sita ram ram

Tan ke tambure mein
Do saanso ke tar bole
Jai radhe shyam shyam
Jai sita ram ram
Jai radhe shyam shyam
Jai sita ram ram...

Song Details
Movie
Janam Janam Ke Phere
Artist
S. N. Tripathi
Music Directory
S. N. Tripathi
Music Label
Saregama
Singers
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lyricist
Bharat Vyas

Other Lyrics from Janam Janam Ke Phere

Aaja Aaja Re Naag
Aayi Mohan Milan Ki Bela
Baaj Rahi Sahnayi Dekho
Raah Se Dharm Ki
Rang Birange Phulo Ki
Tan Ke Tambure Mein
Tu Hai Ya Nahi Bhagwan
Zara Samne To Aao Chhaliye

Other popular Lyrics by S. N. Tripathi

Aaja Aaja Re Naag (Janam Janam Ke Phere)
Main Hoon Kali Matwaali (Panghat)
Hume Sahara (Cobra Girl)
Jadugar Dekho (Cobra Girl)
Jane Wale O Jane Wale (Hatim Tai)
Main Janam Janam Ki Pyasi (Kavi Kalidas)
Babul Ki Ladli (Cobra Girl)
Tum Meri Jeevan Naiya Ho (Panghat)
Lagta Nahi Dil Mera (Laal Quila)
Na Kisi Ki Aankh Ka (Laal Quila)