Aankhon Se Girana Na from Suhagan Movie (Bappi Lahiri)

Aankhon se girana na
Tare mere pyare
Apni aankho mein bhar lungi
Aansu tumhare
Aankho se girana na
Tare mere pyare
Apni aankho mein bhar lungi
Aansu tumhare
Pyar ki raho mein
Kabhi do phul mile
Kabhi mile mithe angare
Na na na re na na na re
Na na na re

Maa wo bhi jo leti hai balaye
Maa wo bhi jo deti hai sajaye
Maa wo bhi jo leti hai balaye
Maa wo bhi jo deti hai sajaye
Gusse mein bhi pyar chhupa hai
Gali de to wo bhi dua hai
Dil ko tadpaye kabhi
Gale se lagaye kabhi
Mamta ke kayi hai najare
Na na na re na na na na re
Na na na re

Maa hai tumhari devi jaisi
Usse sikayat tumko kaisi
Maa hai tumhari devi jaisi
Usse sikayat tumko kaisi
Maa ka tune man diya hai
Fir se jivan dan diya hai
Pyar kabhi apno ka
Ghaw kabhi sapno ka
Jina in yaado ke sahare
Na na na re na na na re
Na na na re

Aankho se girana na
Tare mere pyare
Apni aankho mein bhar lenge
Aansu tumhare
Pyar ki raho mein
Kabhi do phul mile
Kabhi mile mithe angare
Na na na re na na na re
Na na na re...

Song Details
Movie
Suhagan
Artist
Bappi Lahiri
Music Directory
Bappi Lahiri
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Lyricist
Indeevar (Shyamalal Babu Rai)

Other Lyrics from Suhagan

Aankhon Se Girana Na
Chhama Chham Chhai Chhai
Ghunghta Kholna Ghunghta
Kya Suraj Amber Ko
Tu Ladka Garam Masala

Other popular Lyrics by Bappi Lahiri

Khali Peeli Pyar Se (Aitbaar)
Shanivar Tak Woh (Aaj Ka Daur)
Malik Mere Hoton Pe Sab Ke (Aakhri Ghulam)
Sajan Aa Jao (Aag Hi Aag)
Pyar Mila To Jaana (Aakhri Ghulam)
Saiyan Bina Ghar Suna (Aangan Ki Kali)
Lag Ja Gale (Tamacha)
Mitwa Bhool Na Jana (Kab Tak Choop Rahoongi)
Jai Ho Mata Tumhari (Aangan Ki Kali)
Na Ro Munni (Aangan Ki Kali)