Shama Jali Armano Ki from Zabak Movie (Chitragupta Shrivastava)

Shama jali armano ki jan gayi parwano ki
Tune na jani itni kahani hm diwano ki
Shama jali armano ki jan gayi parwano ki
Tune na jani itni kahani hm diwano ki
Ho shama jali armano ki

Rang bhari rate ho teri din ho mastane
Tere liye mangi dua tere parwane
Barse khusiya asmano ki
Shama jali armano ki jan gayi parwano ki
Tune na jani itni kahani hm diwano ki
Ho shama jali armano ki

Dil ki lagi sara sara din hamko tadpaye
Tere liye paya hai ye gum tu hi thukraye
Teri najar me ye kadar hai ham begano ki
Ho shama jali armano ki

Jalte hai ham sholo ki tarah ahe bharte hai
Jisne kiye dekho ye sitam uspe marte hai
Ye kya ada hai ap jaise meharbano ki
Shama jali armano ki jan gayi parwano ki
Tune na jani itni kahani hm diwano ki
Ho shama jali armano ki...

Song Details
Movie
Zabak
Artist
Chitragupta Shrivastava
Music Directory
Chitragupta Shrivastava
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar
Lyricist
Prem Dhawan

Other Lyrics from Zabak

Hamko Bhi De
Jaane Kaisa Chhane
Mujhe Mubaarak
Shama Jali Armano Ki
Teri Duniya Se Door
Teri Taqdeer Ka
Tujhko Main Jaan

Other popular Lyrics by Chitragupta Shrivastava

Dagabaaz Ho Banke Piya (Burmah Road)
Dagabaz Piya (Aulad)
Humne To Diya Ye Dil Tumhe (Burmah Road)
Dil Ka Diya Jalaa Ke Gaya (AakashDeep)
Beta Jamure Keh De Duniya Ko (Biradari)
Gaya Ujala Suraj (AakashDeep)
Bewafa Hai Hum (Aankh Micholi)
Suniye Jana Kya (AakashDeep)
Kare Kare Badra (Bhabhi)
Chal Ud Jaa Re Panchhi (Bhabhi)