Charo Tarf Andher from Kudrat Ka Kanoon Movie (Various Artists)

Charo taraf andher macha hai
Charo taraf andher macha hai
Pani mehanga sasta khun
Koi bataye ye hai
Kaisa kudrat ka kanoon
Charo taraf andher macha hai
Pani mehanga sasta khun
Koi bataye ye hai
Kaisa kudrat ka kanoon
Kaisa kudrat ka kanoon

Kisne kiya apradh yaha par
Kon bana hai bandhi
Kisne kiya apradh yaha par
Kon bana hai bandhi
Upar wale teri duniya
Itni ho gyai gandi re
Gani itni ho gayi gandi
Dekh raha hai sabka
Tamasha kudrat ka kanoon
Kudrat ka kanoon
Charo taraf andher macha hai
Pani mehanga sasta khun
Koi bataye ye hai
Kaisa kudrat ka kanoon
Kaisa kudrat ka kanoon

Aabhru lute nari ki
Ye ijjat ke rakhwale
Aabhru lute nari ki
Ye ijjat ke rakhwale
Mere malik kaise kaise
Papi jag me pale
Pap ke hatho me hai khilona
Kudrat ka kanoon
Kudrat ka kanoon
Charo taraf andher macha hai
Pani mehanga sasta khun
Koi bataye ye hai
Kaisa kudrat ka kanoon
Kaisa kudrat ka kanoon

Har huyi sachchayi ki
Juth ki ho gayi jit
Har huyi sachchayi ki
Juth ki ho gayi jit
Aaj tere sansar ki
Sari ulti ho gayi rit
Re malik ulti ho gayi rit
Aisa lagta ho gaya
Ulta kudrat ka kanoon
Kudrat ka kanoon
Charo taraf andher macha hai
Pani mehanga sasta khun
Koi bataye ye hai
Kaisa kudrat ka kanoon
Kaisa kudrat ka kanoon

Abla ki jo ijjat lute
Uske sar pe chamke taz
Aur sitam rah agya baki
Tere jag me aaj re malik
Tere jag me aaj
Kab tak yuhi khayega dokha
Kudrat ka ka kanoon
Kudrat ka ka kanoon
Charo taraf ander macha hai
Pani mahga sasta khun
Koi btaye ye hai kesa
Kudrat ka kanoon
Kesa kudrat ka kanoon

Jisko chuna tha jiwan sathi
Aaj vo nikla katil
Jisko chuna tha jiwan sathi
Aaj vo nikla katil
Zulam sitam ki paap
Havas ki ye hai aakhari manajil
Zulam sitam ki paap
Havas ki ye hai aakhari manajil
Ye hai aakhari manajil
Le ke rhega aaj ye badla
Kudrat ka kanun
Kudrat ka kanun
Charo taraf andher macha hai
Pani mehanga sasta khun
Koi bataye ye hai
Kaisa kudrat ka kanoon
Kaisa kudrat ka kanoon

Dukha yaro ne milke kiya hai
Aaj paap ka nas
Aaj paap ka nas
Aaj mera dil bol utha bhaduro sabas
Bhaduro sabas bhaduro sabas
Duniya ke kanoon se ucha kudrat ka kanoon
Kudrat ka kanoon
Duniya ke kanoon se ucha kudrat ka kanoon
Kudrat ka kanoon
Duniya ke kanoon se ucha kudrat ka kanoon
Kudrat ka kanoon...

Song Details
Movie
Kudrat Ka Kanoon
Artist
Various Artists
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
T-Series
Singers
Mohammed Aziz
Lyricist
Sameer

Other Lyrics from Kudrat Ka Kanoon

Abhi To Padi Hai
Chaand Kaa Tukadaa
Charo Tarf Andher
Tujhe Kitna Pyar Kare

Other popular Lyrics by Various Artists

Dhak Dhak (Nautanki Saala)
Tu Hai Rab Mera (Zila Ghaziabad )
Mashallah (Ek Tha Tiger)
Arzoo (Blood Money)
Bin Tere (Chakradhar)
Jungle Hai Aadhi Raat (Biwi No. 1)
Kya Raaz Hai (Raaz 3 )
Maula (Jism 2)
Om Namo Namah Krishan (Main Krishna Hoon)
Baby Se Babydoll (Gippi)