Pyar Kabhi Kam Nahi Karna from Prem Pratigyaa Movie (Bappi Lahiri)

Pyar kabhi kam nahi karna
Koi sitam kar lena
Pyar kabhi kam nahi karna
Koi sitam kar lena
Mar jaayenge aasiq warna
Itna karam kar lena

Pyar kabhi kam nahi karna
Koi sitam kar lena
Mar jaayenge aasiq warna
Itna karam kar lena
Pyar kabhi kam nahi karna
Koi sitam kar lena

Meri subah aur meri shaam
Aati hai lekar aap ka naam
Aap ka naam
Aap ke hi kadmo mai sanam
Gujregi meri umra tamaam
Umra tamaam
Hum ko juda mat karna chahe sar ko kalam kar dena

Pyar kabhi kam nahi karna
Koi sitam kar lena
Mar jaayenge aasiq warna
Itna karam kar lena
Pyar kabhi kam nahi karna
Koi sitam kar lena

Maine apni khushiya tamaam
Kar di aaj se aap ke naam
Aap ke naam
Pyar ka jab aagaaz kiya
Kyun soche dil ka anjaam
Dil ka anjaam
Dil pe hamare tiro ki barkha jitna ho dum kar lena

Pyar kabhi kam nahi karna
Koi sitam kar lena
Mar jaayenge aasiq warna
Itna karam kar lena
Pyar kabhi kam nahi karna
Koi sitam kar lena
Mar jaayenge aasiq warna
Itna karam kar lena

Pyar kabhi kam nahi karna
Koi sitam kar lena...

Song Details
Movie
Prem Pratigyaa
Artist
Bappi Lahiri
Music Directory
Bappi Lahiri
Music Label
T-Series
Singers
Asha Bhosle, Bappi Lahiri
Lyricist
Indeevar (Shyamalal Babu Rai)

Other Lyrics from Prem Pratigyaa

Bottle Me Daaru
Chalna Hai Tera Kaam
Meri Bindiya Kahan Gayi
Pyar Kabhi Kam Nahi Karna
Sheeshe Ki Umra

Other popular Lyrics by Bappi Lahiri

Khali Peeli Pyar Se (Aitbaar)
Shanivar Tak Woh (Aaj Ka Daur)
Malik Mere Hoton Pe Sab Ke (Aakhri Ghulam)
Sajan Aa Jao (Aag Hi Aag)
Pyar Mila To Jaana (Aakhri Ghulam)
Saiyan Bina Ghar Suna (Aangan Ki Kali)
Lag Ja Gale (Tamacha)
Mitwa Bhool Na Jana (Kab Tak Choop Rahoongi)
Jai Ho Mata Tumhari (Aangan Ki Kali)
Na Ro Munni (Aangan Ki Kali)