Duniya na bhaaye mohey ab to bula le
Duniya na bhaaye mohey ab to bula le
Charnon mein charnon mein tere
Charnon mein charnon mein
Duniya na bhaye mohey ab to bula le
Duniya na bhaye mohey ab to bula le
Charnon mein charnon mein tere
Charnon mein charnon mein
Saat suron ke saaton sagar
Saat suron ke saaton sagar
Man ki umangon se jaage
Man ki umangon se jaage
Tu hi bataa
Tu hi bataa
Main kaisey gaaoon
Behri duniya ke aage
Behri duniya ke aage
Teri ye beena ab tere hawaale
Teri ye beena ab tere hawaale
Charnon mein charnon mein tere
Charnon mein charnon mein
Main ne tujhe koyi sukhh na diya
Toone dayaa lutaayi donon haathon se
Main ne tujhe koyi sukhh na diya
Toone dayaa lutaayi donon haathon se
Tere pyaar ki yaad jo aaye
Tere pyaar ki yaad jo aaye
Dard chhalak jaaye aankhon se
Dard chhalak jaaye aankhon se
Jeena nahin aaya mohe ab to chhupaa le
Jeena nahin aaya mohe ab to chhupaa le
Charnon mein charnon mein tere
Charnon mein charnon mein
Duniya na bhaye mohe ab to bula le
Duniya na bhaye mohe ab to bula le
Charnon mein charnon mein tere
Charnon mein charnon mein..
Song Details
- Movie
- Basant Bahar
- Artist
- Various Artists
- Music Directory
- Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
- Music Label
- Saregama
- Singers
- Mohammed Rafi
- Lyricist
- Shailendra (Shankardas Kesarilal)