Kar gayaa re
Kar gayaa mujhpe jaadoo saanwariyaa
Kar gayaa mujhpe jaadoo
Ye kyaa kiyaa re
Ghazab kiyaa re
Chor ko samjhi main saadhu saanwariyaa
Kar gayaa mujhpe jaadoo
Kar gayaa re
Kar gayaa re
Kar gayaa mujhpe jaadoo saanwariyaa
Kar gayaa mujhpe jaadoo
Bholi suratiyaa magar hai sayaanaa
Bholi suratiyaa magar hai sayaanaa
Seekhe koyi wo se daaman bachaanaa
Seekhe koyi wo se daaman bachaanaa
Waadaa kar ke mukar gayaa
Kar gayaa re
Kar gayaa re
Kar gayaa mujhpe jaadoo saanwariyaa
Kar gayaa mujhpe jaadoo
Tum jo kaho to main naam bataa doon
Tum jo kaho to main naam bataa doon
Patthar ki moorat ke darshan karaa doon
Patthar ki moorat ke darshan karaa doon
Jiske qadmon pe sar gayaa
Kar gayaa re
Kar gayaa re
Kar gayaa mujhpe jaadoo saanwariyaa
Kar gayaa mujhpe jaadoo
Baalam ye sab hai tumhare hi kaaran
Baalam ye sab hai tumhare hi kaaran
Mahfil mein naache tumhaari pujaaran
Mahafil mein naache tumhaari pujaaran
Mat poochho dil kidhar gayaa
Kar gayaa re
Kar gayaa re
Kar gayaa mujhpe jaadoo sanwariyaa
Kar gayaa mujhpe jaadoo
Ye kyaa kiyaa re
Ghazab kiyaa re
Chor ko samjhi main saadhu saanwariyaa
Kar gayaa mujhpe jaadu..
Song Details
- Movie
- Basant Bahar
- Artist
- Various Artists
- Music Directory
- Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
- Music Label
- Saregama
- Singers
- Asha Bhosle, Lata Mangeshkar
- Lyricist
- Shailendra (Shankardas Kesarilal)