Mana ki aaj hamare saath koi dildaar nahi, lekin ye mat samajhna ki hamein kisi se pyar nahi, Kismat ne sab kuch diya hamein sirf diya hamara woh yaar nai
Hum woh nahi jo tum ko ghum main shor dain, hum woh nahi jo tum se nata shor dain , hum woh hain, ke ager teri sanse ruk jae,to tuj se apni sanse jorh dain.