SMS Messages27 messages

Yadon ko teri hum pyaar karte hai. sau janam bhi tum par nisaar karte hai, fursat mile to likh bhejna. sirf ek Aapke hi toh sms ka intzaar karte hai..
Tere pyaar me wo kar ke dikhau, Marne ko keh do to marr ke dikhau, Phir se janam le ke iss duniya me aayu, Tamanna phir bhi yahi hogi tujh ko hi paaun.
Nibhaenge pyar marte dam tak,sath denge tumhara har janam tak,agar ye pyar tut jaye kahi,to wada raha nahi karenge pyar kisi aur se agle saat janam tak
Saari Umar Aapko Pyaar mile, Jo Dil me ho Wo Hazar bar mile, Bichad jate hai milne ke baad bhi kuch log, Janam Janam na bichde aisa Aapko Pyaar mile..
Aapko har waqt mujhe hi chahna hoga Hamare pyaar ko umar bhar nibhana hoga Is jahan ki baat chhodo Har janam mein tujhe mere liye lot kar aana hoga meri jaan.
Khuda agar meri akhri khwahis puche to teri hasi manglu, Agar meri akhri dua puche to tere liye khushi manglu, Dubara janam de to pehle me tera pyar mang lu.
Tamanna ye nahi ki,,,Kisi ka 7 janmo tak sath rahe,,,Tamanna ye hai ki is janam me itna pyar mile,,, Ke agle 100 janam tak PYAAS hi na rahe.
Khuda agar akhiri khawais meri puche to teri hasi manglu agar meri akhri dua puche to tere liye khusi manglu dubara janam de to pehle main tera pyar maanglu..
Unki yado ko pyar karte hai..Sao janam tak unpar nisar karte hai..Agar rah me mile kabhi wo apko,to unse kehna hum aaj b unka intzr karte hai.
Mohabbat meri unko bekrar karegi,Har dhadkan unka hi intezar karegi,Humne to unse aisa pyar kiya hai ki,Bewafai v 100 janam tak intezar karegi.
sari umer apko pyar mile, jo dil me he woh hazaar bar mile, bichad jate hain milne k bad bi kuch log, janam janam na bichde esa aapko mile
Tere saath guzra lamha jab bhi yaad aega, is janam ke baad tera hi khayaal aega. Agar bakshi Khuda ne ye zindagi baar baar, to har janam,tujhsa hi Dost paane ko dil chahega