Dosti sachi ho to waqt ruk jata he,asma lakh ucha ho magar jhuk jata hai, Dosti me duniya lakh bane rukawat,agar dost sacha ho khuda bhi zukh jata hai!
Fulo ne mosam ko suhana banaya he, Pedo ne Dharti ko Dulhan ki tarah sajaya he, A khuda meri sari khusiya usko de dena,JISNE muje apna dost banaya hai.