Na khairiyat koi

Na khairiyat koi
Na khairiyat koi na paigham aaya hai, jo chaha nahi wahi anjam aaya hai, kya dost nai bhula di dosti meri? na dua na koi salaam aaya hai
  

Jan, 24 2012     136 chars (1 sms)     11554 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

tez hawa ka jhonka aaya saath main teri khushbu laya tab meray dil main khayal aaya aaj bhi mera dost nahin nahaya
Zindagi ke toofano ka saahil hai aapki dosti, dil ke armaano ki manjil hai aapki dosti, zindagi ban jaayegi jannat. agar maut aane tak saath rahe aapki dosti
Doston ka to aana jana he,par ye dost tera purana he,es dost ko bhula na dena kabhi yaar,kyu ki ye dost Apki DOSTI ka deewana hai.
Unhe ye shikwa humse ki hum unhe yad karte hi nahi,par kambhkt unhe ye kaun samjay ki hum unhe yad kaise kare jinhe hum bhulte hi nahi.
Teri pyari umid kaise tod jaun, thu khwab dekhe aur mein nazar na aaon..! Kuch to baat hai dosti me hamari, kya apke kadam nahi kehte ki chalo mil aaun...
Saath Humara pal bhar ka sahi, par woh pal aise jaise koi kal nahi rahe zindagi mein shayad phir milna humaara par mehekti rahengi tumhari yaadein humare sang sahi
Meethi bato se nai hota pyar,har phool nai banta haar,yu to zindagi me koi aata he aur jata he,lekin har koi nai banta aap jaisa yaar..
Kuch mithe pal yaad aate hai palkon par aasu chod jate hai,kal koi aur mile to hame na bhul jana,Dosti ke rishte zindagi bhar kam aate hai!
pyar ke rishte ka koi naam nahi hota. mana ki iska koi anjaam nahi hota, nibhane ki chahat ho agar dono taraf,to umar bhar yah rishta naakam nahi hota
Aap ki yaad me sab kuch bhulaye baithe hain,Chiraag khushiyon ke bujhaye baithe hain…Hum to marenge aap ki baahon mein,Yeh bhi maut se shart lagaye baithe hain
tu Dost hai mera bahut Dear, Mujhe bhi rakhna apne Dil k Near, God k siwa kisi se na karna Fear, Dekhna kabhi Zindegi me tujhe nahi aayega Tear.
Thoker khaker sambhalne wale, Jeet he teri haar nahi, Matlab ki ye sari Duniya he, Koi kisi ka yaar nahi.