Dard abhi chupa

Dard abhi chupa
Dard abhi chupa hi tha k tum yad A gaye.Dil abhi dhadka hi tha k tum yad A gaye.shayed nahi thi maut hamare nasib me.bas dum nikla hi tha k tum yad A gaye.
  

Jan, 25 2012     155 chars (1 sms)     1068 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Pyar kya he,ye na jaan saka aaj tak khuda b, iski gehrai me dubne wala na ubar saka kabhi b, ye sirf dard aur ruswai hi deta hai, bhul k b ishq na karna kabhi b
Mudat Hui tum Rulane Nahi Aye,In Jalti Hui Anko Ko Bujane Nahi Aye,Kehte The Sath Jiyenge Sath Marnge Hum Rute The 1Roz Aaj Tak tum Manane Nahi Aye
samunder ko kya dukh hai bataa bhi nahin sakta, aankhn mai aansuu laa bhi nahin sakta, tu saath chhodkar jaa rahi hai mera kasoor nahin tera, har shaksh mera saath nibha bhi nahin saktaa.......
unhone hume Aazmakar dekh liya.1 dhoka humne b khakar dekh liya.Kya hua hum hue jo udas.Unhone to apna dil behlakar dekh liya.
Kismat ruth gayi dil ke tar tut gaye aap jo ruth gaye sapne bhi tut gaye baki rahe khazane mein do aasu yaad aapki aayi to wo bhi lut gaye..
badal ki tarah jhum k lehra k piyenge saaki tere maikhaane me hum ga k piyenge dekhenge k aata hai kidhar se ghum e duniya saaki tujhe hum saamne bithla k piyenge
raat chup hai magar chand khamosh nhi kaise kahu aaj fir hosh nhi aisa duba teri yaado ki gehraai me haath me jaam hai aur pine ka hosh nhi
In duriyo ko judai mat keh,In khamoshiyo ko narazgi mat kehna Harhaal may saath denge apka,Zindagi ne saath na diya to Bewafa mat kehna
Kyun Itna karib aa jaata hai koi,kyu apnepan ka ehsaas dila jaata he koi,jab adaatsi ho jaati he uski,kyu itni dur chhod k chala jata he koi.
Zindgi se badi saja aur koi nhi, Jurm kya hai hume pata bhi nhi. Itne hisso me but chuke hai hum, ki apne hisse me kuchh bacha hi nhi...
Dardo gamka azizo se paya sila,bewafai gale se lagate rahe,chahat se siharta raha tanbadan,hum akele me aansu bahate rahe.
Pyar Ho Ya Dosti Ho Inme Wafadaree Ki Koi Baat Nahin Hoti Inme To Bus Ehsas Hote Hian Jisme Bewafaee Ke Koi Raat Nahin Hoti